Aesthetic poetry in urdu “Urdu adab mein Jamali Shayari ki ahmiyat ko nazar andaaz nahi kiya ja sakta hai. Jamali Shayari ka tasawwur aik khoobsurat tasur paida karta hai jo qareenon ke dilon ko chu jata hai aur unke zindagiyon ko rangin banata hai. . Aisi Jamali Shayari ko parhnay walay qareenon ke liye aik tajurba hota hai jo unki rooh ko chu leta hai aur unko shayari ki duniya mein le jata hai.”
دل اگر غیرت مند ہو تو ایک ۔۔
عورت پوری کائنات لگتی ہے
Dil agr garat mand ho to ak…
Aurat poori kaynat lagti hai,
یہ دل جب ٹوٹ جائے تو فلک بھی کانپ اٹھتے ہیں
محبت روٹھ جائے تو وبایں پھیل جاتی ہیں
Yeh dil jab toot jaaye to falak bhi kaanp uthte hain,
Muhabbat rooth jaaye to wabayen phail jaati hain,
یار تصویر میں تنہا ہوں مگر لوگ ملے
کئی تصویر سے پہلے کئی تصویر کے بعد
Yaar tasveer mein tanha hoon magar log milte hain,
Kayi tasveer se pehle kayi tasveer ke baad,
عمر ہی کاٹی ہے تم نے یہ بڑا کام نہیں
اس کے کہنے پر تو سر کاٹ دیے جاتے ہیں
Umra hi kaati hai tumne yeh bara kaam nahi,
Is ke kehne par to sar kaat diye jaate hain,
یہ معجزہ تو فقط اہل عشق کرتے ہیں کے سب
کے سب کو لٹا کر بھی سب کا سب رکھتے ہیں
Yeh moajiza to faqat ahl-e-ishq karte hain ke sab,
Ke sab ko luta kar bhi sab ka sab rakhte hain
Aesthetic shayari for instagram post
ہمیں نہیں ہے سہولت ذلیل ہونے کی
عجیب قید ہے یارو حسب نسب رکھنا
Hamein nahi hai sahoolat zaleel hone ki,
Ajeeb qaid hai yaaro hasb-e-nasb rakhna
اب بھی حالات سدھر سکتے ہیں ایک ٹیبل پر
پھر یوں نہ ہو کے اصلاح کا کوئی پہلو نہ رہے
Ab bhi halaat sudhar sakte hain ek table par,
Phir yun na ho ke islah ka koi pehlu na rahe,
چھوڑ کر جانے لگا ہے تو یہ احسان کر
مجھ میں تیری خوں نہ رہے
Chhod kar jaane laga hai to yeh ehsaan kar,
Mujh mein teri khoon na rahe,
کسی کا ہو کے دوبارہ نہ آنا میری طرف
صاحب محبتوں میں حلالا حرام ہوتا ہے
Kisi ka ho ke dobara na aana meri taraf,
Saahib muhabbaton mein halaala haram hota hai,
محبت اندھی ہے کسی سے پوچھ کر دیکھ
ورنہ میں ہو برو تو نہیں نم اور تم حسین تو نہیں
Muhabbat andhi hai kisi se pooch kar dekh,
Varna main hu baraf to nahi nam aur tum haseen to nahi.”
وہ میرے ساتھ چلنے پر تیار ہو جائے
بھلے منزل کی جانب سے مجھے انکار ہو جائے
“Wo mere saath chalne par tayyar ho jaaye:
Bhale manzil ki janib se mujhe inkar ho jaaye,
Aesthetic shayari in urdu
تیری آنکھیں بتاتی ہیں تجھے مجھ سے محبت ہے
مگر دل کی تسلی کو ذرا اظہار ہو جائے
Teri aankhein batati hain tujhe mujhse mohabbat hai,
Magar dil ki tasalli ko zara izhaar ho jaaye
خود سے بچھڑ کے خود کو پانا مشکل امر ہے
Khud se bichar ke khud ko paana mushkil amr hai,
بہکا تو خوب بہکا ،سنبھل گیا تو ولی ٹھہرا
اس خاک کے پتلے کا ہر رنگ نرالہ ہے
Behka to khoob behka, sanbhala gaya to wali thehra
Is khaak ke patle ka har rang narala hai,
https://urdughar.pk/heart-touching-poetry-in-urdu/
بھیج دیتا ہوں مگر پہلے بتا دوں تجھ کو
مجھ سے کوئی ملتا نہیں میری تصویر کے بعد
Bhej deta hoon magar pehle bata doon tujhko,
Mujhse koi milta nahin meri tasveer ke baad,
پتا تھا اس سے بچھڑتے ہی دوست گھیریں گے
وہی ہوا رنج والم نے مجھے گھیر لیا
Pata tha is se bicharte hi dost ghairenge,
Wahi hua ranj waalam ne mujhe ghair liya,
آنکھوں سے جھیلیں بہہ نکلیں
اور ضبط بھی ہم سے روٹھ گیا ۔۔
Aankhon se jhilein beh niklein,
Aur zabt bhi hum se rooth gaya,
https://urdughar.pk/short-poetry-in-urdu/
تمہاری تنہائی تمہیں جس طرف مائل کرتی ہے
بس وہی تمہارے اندر کی حقیقت ہے ۔۔۔
Tumhari tanhai tumhein jis taraf ma’il karti hai,
Bas wahi tumhare andar ki haqiqat hai,
Check ssgc duplicate bill online and sngpl online bill here.
Aesthetic poetry in urdu 2 lines
زندگی فن ہے لمحوں کو اپنے انداز سے گنوانے کا
Zindagi fun hai lamhon ko apne andaaz se ginane ka,
دل عجیب ہے اکثر کمال کرتا ہے
جن کا جوب نہیں وہ سوال کرتا ہے
Dil ajeeb hai aksar kamal karta hai,
Jin ka joab nahin woh sawaal karta hai,
اللہ کو پسند ہے تمہارا اسے یاد رکرنا
وہ یہ نہیں دیکھتا کم کرتے ہو یا زیادہ
Allah ko pasand hai tumhara isay yaad rakhna,
Woh yeh nahin dekhta kam karte ho ya zyada.”
انہیں منزلوں کی کیا خبر جنہیں راستوں سے عشق ہو
“Inhen manzilon ki kya khabar jinhein raaston se ishq ho:
Aesthetic poetry lines
خواہشیں ادھوری ہو
تو رب کتنا یاد آتا ہی
Khawishen adhoori ho,
To Rab kitna yaad aata hai,
اور مکڑی کے جالے سے بھی۔
کمزور ہیں اس دنیا کے سہارے
Aur makdi ke jaale se bhi,
Kamzor hain is duniya ke sahare,
جو مزہ طلب میں ہے وہ حاصل میں کہاں
Jo maza talab mein hai woh hasil mein kahan,
محبت ہے خدا جیسی
خدا ہی تو محبت ہے
Mohabbat hai Khuda jaisi,
Khuda hi to mohabbat hai,
ہم رب کے آگے کس منہ سے جائیں
ایسی شرمندگی آنکھوں میں ہے ۔۔؟؟
Hum Rab ke aage kis moun se jaayen,
Aisi sharmindgi aankhon mein hai?
مستقل کون رہتا ہے ،روایت ہے چھوڑ جانا۔۔
Mustaqil kaun rehta hai, riwayat hai chhod jaana.”
2 Comments
Pingback: new year poetry in urdu 2024 - new year shayari
Pingback: Best imran khan poetry - imran khan poetry in urdu copy paste