“Alvida poetry in urdu ek ahem mozoo hai jo Urdu adab mein bohat ahmiyat rakhta hai. iss mazoo mai judai aur dukh aakhri mulaqat k lamhat ko yaadgar banata hai.
Alvida poetry in urdu text mein shayar apne dil ki baaton ko mahboob se aur Khuda se kehta hai, aur is ke zariye apne jazbat ko izhar karta hai. iss post mai ishq, gham, aur umeed ki ranginiyan pai jati hain jo qareenon ke dilon ko chho sakti hain. Aakhri mulaqat ki ahmiyat aur us ke sath judai ke dard ko bayan karti hai.
رشتہ رکھو تو سچا”
“ورنہ الوداع ہی اچھا
Rishta rakhho to sacha,
Warna alwida hi acha.
جو کہتے تھے بچھڑیں گے نہ ہم کبھی”
“الوداع کہہ گئے دیکھتے دیکھتے
Jo kehte thay bichrayenge na hum kabhi.”
“Alwida keh gaye dekhte dekhte,
وقتِ رخصت الوداع کا لفظ کہنے کے لئے
وہ تیرے سوکھے لبوں کا تھرتھرانا یاد ھے
Waqt-e-rukhsat alwida ka lafz kehne ke liye.
Wo teray sukhe labon ka thartharana yaad hai,
نہ آواز دینا نہ پلٹ کر واپس دیکھنا
بڑی مشکل سے سیکھا ہے کسی کو الودع کہنا
Na awaz dena, na palat kar wapas dekhna.
Badi mushkil se seekha hai kisi ko alwida kehna.
جدا ہو کر آج یہاں سے چلے جاؤگے
پر امید ہے کے جہاں بھی جاؤگے خوشیاں ہی پاؤگے
Juda ho kar aaj yahan se chale jaaoge,
Par umeed hai ke jahan bhi jaoge khushiyan hi paoge.
آخری الوداع کہتے ہے ہو سکے توہ قبول کر لینا
جب بھی ملے وقت آپکو توہ ہمیں یاد کر لینا
Akhri alwida kehte hain ho sake toh qubool kar lena,
Jab bhi mile waqt aapko to hamein yaad kar lena.
Judai shayari in urdu 2 lines
شبنم کی طرح ساتھ ہمارا کچھ پل کا تھا”
“آفتاب نکلتا گیا اور وہ بچھڑتا گیا
Shabnam ki tarah saath hamaara kuch pal ka tha.”
“Aftab nikalta gaya aur woh bichhadta gaya,
کلیجہ رہ گیا اس وقت پھٹ کر
کہا جب الوداع اس نے پلٹ کر
Kilejha raha gaya is waqt phat kar,
Kaha jab alwida usne palat kar,
روپڑا وہ شخص آج الوداع کہتے محسن”
“میری شرارتوں پے جو دیتا تھا دھمکیاں جُدائی کی
Roo pra woh shakhs aaj alwida kehte muhsin
Meri shararaton pe jo deta tha dhamkiyan judaai ki
نومبر کی طرح ہم بھی الوداع کہہ دیں گے ایک دن
پھر ڈھونڈتے پھرو گے دسمبر کی ٹھنڈی راتوں میں
November ki tarah hum bhi alwida keh denge ek din.
Phir dhoondte phiroge December ki thandi raaton mein.
اب کے جاتے ہوئے اس طرح کیا اس نے سلام
ڈوبنے والا کوئی ہاتھ اٹھائے جیسے
Ab ke jaate huye is tarah kya usne salaam.
Doobne wala koi haath uthaye jaise.”
ایک دن کہنا ہی تھا اک دوسرے کو الوداع
آخرسالمؔ جدا اک بار تو ہونا ہی تھا
“Ek din kehna hi tha ek doosre ko alwida.
Akhir salaam, juda ek baar to hona hi tha.
Gham e judai shayari urdu
تمہارے ساتھ یہ موسم فرشتوں جیسا ہے
تمہارے بعد یہ موسم بہت ستائے گا
Tumhare saath yeh maosam farishton jaisa hai.
Tumhare baad yeh maosam bohat satayega.
تیر ی محبت سے لیکر تیرے الوداع کہنے تک
میں نے صرف چاہا تجھے ، تجھ سے کچھ نہیں چاہا
Tere mohabbat se lekar tere alwida kehne tak,
Maine sirf chaaha tujhe, tujhse kuch nahi chaha.
آب دیدہ ہو کے وہ آپس میں کہنا الوداع
اس کی کم میری سوا آواز بھرائی ہوئی
abdeda ho ke wo aapas mein kehna alwida,
Uski awaaz kam meri siwa awaaz bharayi huyi
الوداع کیسے کہوں
زخم زخم ھے زباں
Alwida kaise kahoon?
Zakhm zakhm hai zubaan.
Love poetry ko ak best way mai read krne k liye link ko click karin;
https://urdughar.pk/love-poetry-in-urdu/
کبھی الوداع نہ کہنا
اس وعدے پر کہ ہم پھر ملیں گے
Kabhi alwida na kehna,
Is waade par ke hum phir milenge.
الوداعی میں انکے چہرے کو تکتے رہے دیر تک
پھر اسکے بعد انکا دیدار میسر نہ آسکا
Alwidai mein unke chehre ko takte rahe thay deer tak,
Phir iske baad unka deedaar maysar nahi aa sakta.
شاید کے اب کی بار وضاحت نہ پیش ہو”
“شاید کے اب کی بار نہ آوں میں لوٹ کر
Shayad ke ab ki baar wazaahat na pesh ho.”
“Shayad ke ab ki baar na aaun mein laut kar,
Alvida poetry in urdu copy paste
الوداع کہنے کے بعد بھی
میں نے سو بار مڑ کر دیکھا اسکو
Alwida kehne ke baad bhi.
Maine so bar mur kar dekha usko
خوشی خوشی تجھے الوداع کہہ کر ہمیں تمام
عمر کہیں چھپ کے رونا دھونا ہے
Khushi khushi tujhe alwida keh kar hamein tamam
Umar kahin chhup kar rona dhona hai,
تم اسی موڑ پر ہمیں ملنا
لوٹ کر ہم ضرور آئیں گے
Tum ishi mor par hamein milna.
Laut kar hum zaroor aayenge,
کسی کو الوداع کہنا
بہت تکلیف دیتا ہے
Kisi ko alwida kehna
bohat takleef deta hai
https://urdughar.pk/father-day-poetry-in-urdu/
قیامت سے کم نہیں تٌجھ سے جٌدا ہونا
نہ بھول پاۓ گا دِل تیرا الوداع ہونا
Qayamat se kam nahin tujshe juda hona,
Na bhool paayega dil tera alwida hona.”
Top 5 best alvida shayari in urdu
یہ عٌمر بھر کی مٌسافت ہے دل بڑا رکھنا
کہ لوگ مِلتے بچھڑتے رہیں گے رستے میں
ya umar bar ki masawat hai dil bara rakhna
Ke log milte bicharte rahenge raaste mein.
تمہارے ساتھ یہ موسم فرشتوں جیسا ہے
تمہارے بعد یہ موسم بہت ستائے گا
Tumhare saath yeh mausam farishton jaisa hai.
Tumhare baad yeh mausam bohat satayega.
میں جانتا ہوں مرے بعد خوب روئے گا
روانہ کر تو رہا ہے وہ ہنستے ہنستے مجھے
Main jaanta hoon mere baad khoob roye ga.
Rawana kar to raha hai woh hansate hansate mujhe.
الوداع اے غم یار تیری جان چھوڑ دی ہم نے
لکھ کر آج خود کو بے وفا قلم توڑ دی ہم نے
Alwida ae gham yaar teri jaan chhod di humne.
Likh kar aaj khud ko bewafa qalam tod di humne.
مجھ کو جب الوداع ہی کہنا تھا یار
پھر کیوں برسوں بیتیا دئیے تم نے
Mujhko jab alwida hi kehna tha yaar,
Phir kyun barso beetiyaa deeye tumne.”
Read more;: best emotional Alvida poetry in urdu 2 lines copy pastehttps://urdughar.pk/heart-broken-poetry-in-urdu/
1 Comment
Pingback: Mehndii poetry in urdu-mehndi shayari in urdu 2 lines copy paste