خوبصورتی میں بالوں کا کردار: اہمیت اور طریقے
بال چہرے کی خوبصورتی میں یقینا اہم کردار ادا کرتے ہیں اور جب یہ گرنے لگتے ہیں۔ یا چھدرے ہو جاتے ہیں تو مرد ہویا عورت اس کے لیے ایک تشویش کا سبب بن جاتے ہیں. بال شخصیت کو پرکشش بناتے ہیں ان کا دھیان نہ رکھا جائے تو کمزور روکھے بے جان ہو جاتے ہیں، گرنے لگتے ہیں. سکری ہو جاتی ہے۔ بالوں کی جڑیں کمزور ہونے کی وجہ سے بال گرنے لگتےہیں۔
Khubsurti mein baalon ka kirdaar – ahmiyat aur tareeqe
Baal chehre ki khubsurti mein yaqeenan ahem kirdaar ada karte hain aur jab ye girne lagte hain ya chhadhre ho jaate hain to mard ho ya aurat. Is ke liye ek tashweesh ka sabab ban jaate hain.
Baal shakhsiyat ko purkashish banate hain, in ka dhyaan nah rakhna jaaye to kamzor, rookhe, be-jaan ho jaate hain, girne lagte hain. Sukri ho jaati hai. Baalon ki jarrhein kamzor hone ki wajah se baal girne lagte hain
بالوں کے گرنےکی وجہ کیا ہے؟
بال گرنے کا سبب سے اہم سبب نا مناسب غذائیت ہوتا ہے۔ یہاں تک کہ بعض اوقات کسی ایک غذائی .جزوکی کمی بالوں کے گرنے کی وجہ بن جاتی ہے
بالوں کی جڑیں کمزور ہونے کی بنا پر بال گرنے لگتے ہیں اور بعض مواقع پر بال کی رونق بھی کم ہو جاتی ہے۔
جن افراد میں وٹامن بی (6) کی کمی ہوتی ہے، ان کے بال گرنے لگتے ہیں اور جن لوگوں میں فولک ایسڈ کی کمی ہوتی ہے وہ پوری طرح گنجے ہو جاتے ہیں۔ اگر ان وٹامنز کا وافر استعمال جاری رہے تو بال معمول کے مطابق اُگتے رہتے ہیں
بال گرنے کے دیگر اسباب میں دباؤ یعنی پریشانی، اضطراب، اچانک صدمہ، عمومی کمزوری (طویل یا شدید علالت کی وجہ سے جن میں ٹائیفائیڈ ، آتشک، پرانا نزلہ وزکام اور خون کی کمی شامل ہے )
اس کے علاوہ سر کی میل کچیل جو بالوں کی جڑوں کو کمزور کر دیتی ہے، موروثی اثرات قرار دیئے جاتے ہیں۔
Balo ke girne ki wajah kya hai?
Bal girne ka sabab se aham saba. na-munasib ghizaaiyat hota hai. Yahan tak ke baaz auqat kisi aik ghizaai juz ki kami balon ke girne ki wajah ban jaati hai
Balon ki jarrain kamzor honay ki bina par bal girne lagte hain aur baaz mauqay par bal ki raunak bhi kam ho jaati hai
Jin afraad mein vitamin B6 ki kami hoti hai, unke bal girne lagte hain aur jin logon mein folic acid ki kami hoti hai woh poori tarah ganje ho jaate hain. Agar in vitamins ka wafir istemaal jaari rahe to bal mamool ke mutabiq ugtein rahte hain
Bal girne ke doosre asbaab mein dabao, yaani pareshani, izteraab, achanak sadma, aammi kamzori (taweel ya shadeed alalat ki wajah se jin mein typhoid, atishak, purana nazla o zukam aur khoon ki kami shamil hai
Is ke alawa sir ki mail kachail jo balon ki jarron ko kamzor kar deti hai, mawruthi asraat qaraar diyejaate hai.
بالوں کی نشونما: فولیکل اور کیراٹن کا کردار
بال جلد میں پائی جانے والی ایک چھوٹی سی تھیلی میں پیدا ہوتا ہے، اس تھیلی کو فولیکل میں کچھ مخصوص قسم کے امینوایسڈ کیراٹن مادے میں تبدیل ہو کر بال کو جنم دیتے ہیں۔ کیراٹن نامی پروٹین ہی بالوں کی شرح پیدائش کا ذمہ دار ہوتا ہے۔ پندرہ سے تیس سال کی خواتین میں بالوں کی شرح نمو 1.2 سینٹی میٹر ماہانہ ہوتی ہے۔
خصوصاً خواتین اپنی دیکھ بھال کے لئے مختصر وقت میں بالوں کو دھونا اور سنوارنا چاہتی ہیں، جس کی بنا پر بال کی جڑیں تھیلی کے اندر گھس جاتی ہیں، اور یہ پریشانی کا سبب بنتا ہے۔
بالوں کی نشوونما میں فولیکل نامی اہم مادے کا کردار ہوتا ہے، جو کیراٹن کے امینوایسڈ میں تبدیل ہو کر بال کی شرح پیدائش میں مدد دیتا ہے۔ بالوں کی شرح نمو خواتین میں 1.2 سینٹی میٹر ماہانہ ہوتی ہے، اور یہ پندرہ سے تیس سال کی عمر تک جاری رہتی ہے۔
Baalon ki tarveej: Follicle aur keratin ka kirdar
Baalon ki tarveej jild mein paai jane wali aik chhoti si theli mein paida hota hai, is theli ko follicle mein kuch khaas qisam ke amino acids keratin madday mein tabdeel ho kar baal ko janam dete hain. Keratin naam ki protein hi baalon ki sharah paidaish ka zimedar hota hai. Pandrah se tees saal ki khawateen mein baalon ki sharah numoo 1.2 senti meter maaheena hoti hai.
Khaas taur par khawateen apni dekh bhaal ke liye mukhtasar waqt mein baalon ko dhona aur sanwarna chahti hain, jis ki bina par baal ki jarrain theli ke andar ghus jaati hain, aur yeh pareshani ka sabab banta hai.
Baalon ki nashonuma mein follicle naam ki ahem madday ka kirdar hota hai, jo keratin ke amino acids mein tabdeel ho kar baal ki sharah paidaish mein madad deta hai. Baalon ki sharah numoo khawateen mein 1.2 senti meter maaheena hoti hai, aur yeh pandrah se tees saal ki umar tak jaari rehti hai.
یہ بھی پڑھ لیں۔
بالوں کو لمبا کرنے کا طریقہ۔ – Balon ko lamba krny ka tarika
بالوں کی صحت کو بہتر بنانے کے لئے مختلف اقدامات
بالوں کی دیکھ بھال کے لئےکم از کم ہفتہ میں دو بار تیل کا استعمال لازمی کریں۔
لڑکیوں کو چاہیے بالوں کو زیادہ کس کر نہ باندھیں، زیادہ ڈرائیر نہ کریں۔
اپنی خوراک میں مچھلی، مرغی، دال، انڈے اور دودھ کی مصنوعات شامل کریں، کیونکہ پروٹین بالوں کی مضبوطی کو بڑھاتا ہے۔
گاجر، کھیرا، پالک اور خربوزے میں بیٹاکاروٹین پایا جاتا ہے جو بالوں کو خوبصورتی دینے میں مدد فراہم کرتا ہے۔لہذا ان چیزوں کو اپنی غذا میں شامل کر نا چاہیے
پانی کی کمی سے بچائیں: روزانہ کم از کم 8 گلاس پانی پیئیں تاکہ بالوں کی رطوبت برقرار رہے اور خشکی نہ ہو۔
Balo ko sehat mand karne ka tarika
Baalon ki dekh bhaal ke liye kam az kam hafte mein do baar tail ka istemaal lazmi karein.
Larkiyon ko chahiye baalon ko zyada kiss kar na bandhein, zyada dryer na karein. Hafte mein do baar tail zaroor lagayein.
Apni khurak mein machhli, murghi, daal, anday aur doodh ki masnoaat shamil karein, kyunke protein baalon ki mazbooti ko barhata hai.
Gajar, kheera, palak aur kharboze mein beta-carotene paya jata hai jo baalon ko khubsurti dene mein madad faraham karta hai. Is liye in cheezon ko apni ghiza mein shamil karna chahiye.
Pani ki kami se bachain: Rozana kam az kam 8 glass pani piyein taake baalon ki rutobat barqarar rahe aur khushki na ho