اگر آپ اپنے بالوں کو مضبوط بنانے کے بارے میں فکرمند ہیں تو اس آرٹیکل میں بالوں کو مضبوط کرنے کے طریقے بتائے گئے ہیں جن کی وجہ سے آ پ کے بال کمزورنہیں بلکہ بہت زیادہ مضبوط ہو جائیں گے ۔
اگر بال لمبے تو ہوں لیکن مضبوط نہ ہوں یعنی تیزی سے گرتے جا رہے ہوں تو یہ ہر کسی کے لیے یقیناً پر یشانی کا باعث بن سکتے ہیں ۔اس آرٹیکل میں آ پ کو وہ تمام طریقے بتائے جائیں گےکہ بالوں کو مضبوط کیسے بنائیں ؟ بالوں کو مضبوط کرنے کے طریقے کون سے ہیں ؟ اپنے بالوں کو مضبوط کیسے کریں ؟؟
پروٹین، وٹامنز اور معدنیات سے بھرپور خوراک کھانا بالوں کی صحت کے لئے اہم ہے۔ اندرونی صحت کو بہتر بنانے کے لئے سبزیاں، پھل، مکئی، انڈے، دودھ، مچھلی اور دالیں شامل کریں۔اپنی غذا پر خصوصی توجہ دیں۔ اس طرح آپ کے بال مضبوط ہو جائیں گے ۔
Agar ap apne balo ko majboot banana chahte hain to is article mein balon ko mazboot karne ky tarike bataye gaye hain jin ki wajah se aap ke bal kamzor nahin balkay bohat zyada mazboot ho jayenge. Agar bal lambe toh hain lekin mazboot nahin, yaani tezi se girte ja rahe hain to yeh har kisi ke liye yaqeenan pareshani ka baais ban sakte hain. Iss article mein aap ko woh tamam tareeqay bataye jayenge ke balon ko mazboot kaise banayein? Balon ko mazboot karne ke tareeqay kaun se hain? Apne balon ko mazboot kaise karey
Protein, vitamins, aur minerals se bharpoor khurak khana balon ki sehat ke liye ahem hai. Androni sehat ko behtar banane ke liye sabziyan, phal, makai, anday, doodh, machhli aur dalen shamil karein. Apni ghiza par khaas tawajjo dein. Is tarah aap ke bal mazboot ho jayenge
بالوں کو مضبوط کرنے کے گھریلوطریقے
نہانے سے پہلے بالوں میں تیل لگالیں۔ اس سے
بالوں کی جڑیں مضبوط ہو جاتی ہیں۔
بازاری خوشبودارتیل کی بجائے ناریل یا سرسوں کا خالص تیل استعمال کریں
کبھی کبھی نیم گرم پانی میں تھوڑ اسا سرکہ اور لیموں کا عرق ملا کر اس سے سر دھو لیا کریں
خوش رہنے کی کوشش کریں کیونکہ خوش رہنے اور بالوں کی تندرستی میں بہت گہرا تعلق ہے۔
خوف اور تشویش سے بالوں کی صحت متاثر ہوتی ہے، خون کی روانی کم ہو جاتی ہے
اوراس طرح بال کمزور ہو نے کا اندیشہ ہو تا ہے۔لہذاا یسی کیفیت سے بچنے کی کوشش کی جائے۔
دماغی پریشانیوں کے وقت آپ دس بارہ منٹ بالوں میں کنگھی کریں۔ یہ بالوں کے لیے فائدہ مند ہے۔
بالوں کو مضبوط کرنے کے لیے سر میں چقندر پیس کر لگانا چاہئے یہ بالوں کیلئے بہترین ٹانک ہے اس سے بال مضبوط اور سیاہ ہو جاتے ہیں۔
کچھ دنوں تک مہندی کی پتیاں ابال کر سر دھونے سے بھی بالوں کی جڑیں مضبوط ہو جاتی ہیں اور ان کا گرنا بھی بند ہو جاتا ہے
مہندی کا تیل بھی بالوں کیلئے کارآمد ہے اس سے بھی بال مضبوط اور سیاہ رہتے ہیں۔
آ ملہ کا تیل بھی بالوں کی مضبوطی کو بڑھانے میں اہم کردار ادا کرتا ہے ۔
READ ALSO ;
Sikri Khatam Karne Ke Tarike Aur Ilaj – Sir Sy Sikri Ko kasie Hataye Aur Saf Karen
Recomended balo ko majboot krny Wala tel Ubqari tel
Balo ko majboot karne ka tarika
- Nahane se pehle balo ko majboot krny Kay ley in mein tel lagayen. Is se balon ki jarrain mazboot ho jaati hain.
- Bazaari khushbu daar tail ki bajaye nariyal sy sarson ka khaas tail istemal karein.
- Kabhi kabhi neem garam paani mein thora sa sirka aur lemon ka arq mila kar sar dho lein.
- Khush rehne ki koshish karein, kyunki khush rehne aur balon ki tandrusti mein gehra ta’alluq hai.
- Khof aur tashweesh se balon ki sehat mutasir hoti hai, khoon ki rawani kam ho jaati hai aur is tarah baal kamzor hone ka andesha hota hai, is liye is quality se bachne ki koshish ki jaye.
- Dimaghi pareshaniyon ke waqt aap das baar balon mein kanghi karein. Yeh balon ke liye faida mand hai.
- Baalun ko mazboot karne ke liye sar mein chukandar pees kar lagana chahiye, yeh balon ke liye behtareen tonic hai, is se baal mazboot aur siyah ho jaate hain.
- Kuch dino tak mehndi ki patiyan ubaal kar sar dhone se bhi balon ki jarrain mazboot ho jaati hain aur in ka girna bhi band ho jaata hai.
- Mehndi ka tail bhi balon ke liye kaar-aamad hai, is se bhi baal mazboot aur siyah rehte hain.
- Amla ka tail bhi balon ki mazbooti ko barhane mein aham kirdar ada karta hai.
- Yeh tariqay balon ko mazboot karne mein madadgar sabit ho sakte hain.
چقندر کے استعمال سے کمزور بالوں مضبوط بنانے کا طریقہ
اگر آپ اپنے بالوں کو مضبوط بنانا چاہتے ہیں تو اس کے لیے چقندرکے کچھ پیس لے لیں اور اس کو کاٹ کر پتوں سمیت ابال لیں
اور اس پانی کو شیمپو کی طرح لگا کر بال دھوئیں۔ اگر چند گھنٹے یہ پانی لگا رہنے دیں تو زیادہ مفید ہے پھر سادہ پانی سے سر دھو لیں۔ اس سے نہ صرف سکری دور ہوتی ہے بلکہ بال مضبوط اور گھنے ہوتے ہیں
Chukandar ke istamal sy balo ko majboot karne ka tarika
Agar ap apne balon ko mazboot banana chahte hain to is ke liye chukandar ke kuch pees lein aur us ko kaat kar paton sath boil lein aur is pani ko shampoo ki tarah laga kar bal dhooyein. Agar chand ghante yeh pani laga rehne dein to ziyada mufeed hai, phir sada pani se sir dho lein. Is se na sirf dandruff door hoti hai balkay baal mazboot aur ghane hote hain
Weather forecasts play a crucial role in our daily planning. Knowing Kal Ka Mausam helps you prepare for the day ahead. Whether you need to carry an umbrella or wear a light jacket, a reliable weather forecast can guide you.
READ ALSO;
White balo ko black karne ka tarika- Balo ko Safed hony sy Kase roka jy
1 Comment
Pingback: Balo ko shiny aur soft kaise banaye - Balo ko Silky karne ka tarika