Bewafa Poetry in Urdu ek aisa mazmoon hai jo aksar logon ke dilon ko chhoo lene wale alfazon se bharpoor hota hai. Urdu mein likhi gayi bewafa shayari, pyar aur judai ke dukh bhare lamhon ko bayan karti hai. Yeh shayari na sirf aapke jazbaat ko bayan karti hai, balki aapko apne aap mein kho jana ka ehsaas bhi dilati hai. Is article mai hum aapko laajawab bewafa shayari k matalq batin gy jo aapke dilon ko chhoo sakti hai. Poetry bewafa in urdu copy paste 2 lines mai majod hai jis ko read krne mai bi asani faram ki gai hai aur download krne ka tarka bi asan hai.https://urdughar.pk/mehndii-poetry-in-urdu/
Bewafa emotional sad poetry
بے وفائی کے ستم تم کو سمجھ آ جائیں
کاش تم جیسا اگر ہو تا تمہارا کوئی۔
Bewafai ke sitam tum ko samajh aa jaye,
Kaash tum jaisa agar hota tumhara koi.
روٹھنے سے کیا ہو گا،اے بے وفا
آؤ مل کر معذرت کر لیتے ہیں
Roothne se kya hoga ae be wafa,
Aao mil kar maazrat kar lete hain.
ہم باوفا تھے اس لیے نظروں سے گر گئے
شاید اسے تلاش ہی کسی بے وفا کی تھی
Hum bawafa thay, is liye nazron se gir gaye,
Shayad usay talash hi kisi be wafa ki thi.
https://urdughar.pk/death-poetry-in-urdu/
کسی اور کا ہو کر کہتا ہے۔۔۔۔
تمہاری جگہ کوئی اور نہیں لے سکتا
Kisi aur ka ho kar kehta hai…!!
Tumhari jagah koi aur nahin le sakta.
کوئی مر جائے تو صبر آجاتا ہے۔۔
کوئی بچھڑ جائے تو کیوں نہیں ہوتا
Koi mar jaye toh sabr aajata hai…
Koi bichar jaye toh kyun nahi hota.
آیا تھا امتحان میں مضمون بے وفا کا
وضاحت جو تیری کی ہم ٹاپ کر گئے
Aya tha imtihan mein mazmoon bawafa ka
wazahat Jo tere ki ham taap kar gaye.
بے وفائی کی سب کتابوں میں
تیرے جیسی کوئی مثال نہیں
Bewafai ki sab kitabon mein,
Tere jaisi koi misal nahi.
Bewafa poetry in urdu 2 lines sms
نصیبوں پہ مت ڈالیے اب بات کو
کسی نے تو بے وفائی کی ہو گی
Naseebon pe mat daaliye ab baat ko
kisi ne to be wafa’i ki hogi.
اچانک سے اک ہمدرد ملا
پھر اسی سے اک درد ملا
Achanak se ek hamdard mila,
phir usi se ek dard mila.
مانگنا ہی چھوڑ دیا ہم نے وقت کسی سے۔۔
شاید انکار کی بھی فرصت نہ ہو کسی کے پاس
Mangna hi chhod diya humne waqt kisi se…
Shayad inkar ki bhi fursat nah ho kisi ke paas.
کہتا تھا تمہارے بغیر مر جاؤں گا
اب مر تو گیا ہے لیکن کسی اور پر در
Kehta tha tumhare baghair mar jaunga
ab mar to gaya hai lekin kisi aur par dar.
https://urdughar.pk/best-friend-poerty/
کیوں معاف کریں اسے بے وفائی کے لیے
دل توڑا ہے ہمارا کوئی کھلونا نہیں
“Kyun maaf karein use be-wafaai ke liye,
Dil tooda hai hamara, koi khilona nahi.”
انتظار تو ہم تیر اساری عمر کر لیں گے
بس خدا کرے تو بے وفانہ نکلے
“Intezar to hum teri asari umr kar lenge,
Bas Khuda kare to bewafa na nikle.”
جس دن وہ کرے گا یاد میری محبت کو
بہت روئے گا خود کو بے وفا کہہ کر۔
“Jis din woh kare ga yaad meri mohabbat ko,
Bohat royega khud ko be-wafa keh kar.”
Bewafa heart touching breakup shayari
بے قدری تو ہونی تھی
ہم اسے میسر جو تھے
“Beyqadri to honi thi,
Hum usey maysar jo thay.”
تیری بے وفائی نے میری یہ حالت کر دی ہے
میں نہیں روتا لوگ مجھے دیکھ کر روتے ہیں
“Teri be-wafaai ne meri yeh haalat kar di hai,
Main nahi rota, log mujhe dekh kar rote hain.”
اس نے اس وقت بے وفائی کی
جب یقین آخری مقام پہ تھا
“Us ne us waqt be-wafaai ki
jab yaqeen aakhri maqam pe tha.”
https://urdughar.pk/best-friend-poerty/
مرہم نہ بن سکے گی کبھی معذرت تیری
دل توڑنے سے پہلے تجھے سوچنا تو تھا
Maram nahin ban saki gi kabhi maazrat teri
dil tornay se pehle tujhe sochna to tha.
آج وہ شخص بھی کھو دیا میں نے۔۔۔!!!!
جس کی وجہ سے تھوڑی سی خوشی حاصل تھی
Aj wo shakis be khoh dya mai ne
jis ki wja sy thori khosi hasal thi
دل میں اتر کر آنکھوں سے بہہ گیا
تیر ا عم بھی تیری طرح بے وفا نکلا
Dil mein utar kar aankhon se beh gaya,
tera am bhi teri tarah be-wafa nikla
جب وفا کا ذکر آتا ہو گا۔۔۔
اے بے وفا! تجھے شرم تو آتی ہو گی
Jab wafa ka zikar ata hai…
Ae bewafa! Tujhe sharam to aati hogi
Top best bewafa poetry in urdu copy paste
چلا تھا ذ کر زمانے کی بے وفائی کا
سو آ گیا ہے تمہارا خیال ویسے ہی
Chala tha zakar zamane ki bewafai ka,
So aa gaya hai tumhara khayal waise hi.
ہر دوست کو چاہتا ہوں میں زندگی کی طرح
شاید اس لیے وہ بے وفا ہو جاتے ہیں
Har dost ko chahta hoon mein zindagi ki tarah,
Shayad is liye woh bewafa ho jaate hain
تم بھی آئینے کی طرح بے وفا تو نہیں؟
جو سامنے آیا اس کے ہو گئے۔
Tum bhi aayine ki tarah be-wafa to nahi?
Jo samne aaya us ke ho gaye.
ہم سے بے وفائی کی انتہا کیا پوچھتے ہو۔۔
وہ ہم سے پیار سیکھتار ہا کسی اور کے لیے
Humse be-wafai ki inteha kya poochte ho…
Woh humse pyaar seekhta hai kisi aur ke liye.
توں اس طرح سے میرے ساتھ بے وفائی کر
کہ تیرے بعد مجھے کوئی بے وفانہ لگے ۔
Tu iss tarah se mere saath be-wafai kar ke
Tere baad mujhe koi be-wafa na lagy
بے وفاؤں کی محفل لگے گی آج
ذرا و قت پر آنا مہمان خاص ہو تم
Bewafaon ki mehfil lagegi aaj
Zara waqt par aana, mehman khaas ho tum
وہ بے وفانہ تھا یو نہی بد نام ہو گیا۔۔۔
ہزاروں چاہنے والے تھے کس کس سے وفا کرتا
Woh bewafa tha, yunhi badnaam ho gaya
Hazaron chahne wale thy kis kis se wafa karta
میں تھک چکا ہوں سبھی رشتوں سے
مجھے بے وفا کا خطاب دے دیجئے
Main thak chuka hoon sabhi rishton se,
mujhe bewafa ka khitab de dijiye.
https://urdughar.pk/john-elia-poetry-in-urdu/
1 Comment
Pingback: Dhokha poetry in urdu-dhokha shayari in urdu 2 lines copy paste