Deep poetry in urdu 2 lines copy paste text
Deep poetry in urdu hamari website per ak anoky shaandar aur shandaar andaz mai majood hai.Deep poetry in urdu 2 lines urdu text aur sms zaban mai faram ki gai hai.Ta k read karin mai muskil na ho.Deep poetry ko read karin aur friend mai share karin.
ایک ہی سمجھنے والا تھا
ہائے وہ بھی سمجھدار ہو گیا
Ek hi samajhne wala tha,
Haye woh bhi samajhdar ho gaya
کسی کے پاس میسر تھے یار پورے تم
کسی کی شام تمہیں سوچتے ہوئے گزری
Kisi ke paas maisar thay yaar, poore tum
Kisi ki shaam tumhein sochte hue guzri
جب زندگی سمجھ میں آنے لگ جائے
تو پہلا حق خاموشی کا بنتا ہے … صاحب
Jab zindagi samajh mein aane lag jaaye
To pehla haq khamoshi ka banta hai… sahib
میں قصہ مختصر نہ تھا جناب
ورق کو جلدی پلٹ گئے تم
Main qissa mukhtasar na tha Janab
warq ko jaldi palat gaye tum
بات کرنا ہے مختصر لیکن
روح کے تار چھیڑ دیتا ہے
Baatein karna hai mukhtasir lekin
Rooh ke taar chheir deta hai
تم اپنی انتہا تو بتاتے
خود کو اور گرادیتا میں
Tum apni intiha to batate
khud ko aur gradita mein.
آئے تو یوں کہ جیسے ہمیشہ تھے مہربان
بھولے تو یوں کہ گویا کبھی آشنا نہ تھے
Aaye to yun ke jaise hamesha thy meherbaan
Bhoolay to yun ke goya kabhi aashna na thay
آئینہ دیکھ کر تسلی ہوئی ہم کو
اس گھر میں جانتا ہے کوئی
Aaina dekh kar tasalli hui hum ko
is ghar mein jaanta hai koi.
Deep poetry in urdu 2 lines about life
لوگوں نے سمجھا یا وقت بدلتا ہے
اور وقت نے سمجھایا لوگ بھی بدلتے ہیں
Logon ne samjha ya waqt badalta hai,
aur waqt ne samjhaya log bhi badalte hain.
جہاں ناراضگی کی قدر نہ ہو وہاں
ناراض ہونا چھوڑ دینا چاہیے
Yahan narazagi ki kader na ho wahan
Naraz hona chor dena chahiye
https://urdughar.pk/funny-poetry-in-urdu/
ہم کو ان سے وفا کی ہے امید
جو نہیں جانتے وفا کیا ہے….
Hum ko un se wafa ki hai umeed
Jo nahi jaante wafa kya hai
کاش کوئی تو ایسا ہو جو
اندر سے باہر جیسا ہو
Kaash koi to aisa ho jo
Andar se bahar jaisa ho.
محبت تم سے کر کے صاحب
محبت ضائع کر دی میں نے
Muhabbat tum se kar ke sahib
muhabbat zaya kar di maine
بڑی سوچیں میرے چہرے پہ چپکی رہ گئیں
میں جواں عمری میں ہی صدیوں پرانا ہو گیا
Badi sochien mere chehre pe chipki reh gayin,
Main jawaan umri mein hi sadiyon purana ho gaya.
دو تہائی سے زیادہ قبرستان ہے یہ دنیا
کسی کا دل مر گیا اور کوئی پوار مر گیا
Do tihai se zyada qabristan hai yeh dunia,
kisi ka dil mar gaya aur koi pyaar mar gaya
یادر ہے گادور حیات لوگو
بہت ترسے اک شخص کو ہم
Yaad hai Gaadur-e-Hayat logon
bohat tarse ek shakhs ko hum.
Deep poetry in urdu 2 lines
وہ بچھڑا تو پھر کبھی صبح نہ ہوئی
رات ہی ہوتی گئی ہر رات کے بعد
Woh bichra to phir kabhi subah nah hui,
Raat hi hoti gayi har raat ke baad.
https://urdughar.pk/romantic-poetry-in-urdu/
کیا برا ہے کہ میں اقرار محبت کر لوں
لوگ ویسے بھی تو کہتے ہیں گناہگار مجھے
Kya bura hai ke main iqraar-e-muhabbat kar loon
log waise bhi to kehte hain gunaahgaar mujhe.
پڑھتا رہتا ہوں آپ کا چہرہ
اچھی لگتی ہے یہ کتاب مجھے
Parhta rehta hoon, aap ka chehra
achhi lagti hai yeh kitaab mujhe.
ہم بدلے نہیں ہیں مر شد
بس دنیا کو سمجھ گئے ہیں
Hum badle nahi hain marshid
Bas duniya ko samajh gaye hain.
مجھ کو چاہتے تم اگر تو پاتے مجھ کو
مجھے کو ہر روز پر کھ کر گنوایا تم نے
Mujh ko chahte tum agar to paatay mujh ko
Mujhe ko har roz pe kh kar ginvaya tum ne
جس دور سے ہم گزرے ہیں
تم گزرتے تو شاید گزر ہی جاتے
Jis door se hum guzre hain,
tum guzarte to shayad guzar hi jaate.
https://urdughar.pk/heart-touching-poetry-in-urdu/
صرف ایک بہانے کی تلاش میں ہوتا ہے
جانے والا بھی اور نبھانے والا بھی۔۔
Sirf ek bahaane ki talash mein hota hai
jaane wala bhi aur nibhaane wala bhi.
Deep poetry in urdu text copy paste
بنا مطلب کے بات کرے مجھ سے
ایسے ایک شخص کی تلاش میں ہوں
Bina matlab ke baat kare mujh se
aise ek shakhs ki talash mein hoon.
اے مطلب! تیرا شکریہ !!
تو نے جوڑ رکھا ہے انسانوں کو
Aye matlab! Tera shukriya!!
Tu ne jor rakha hai insano ko.
بے دلی اس قدر ہے کہ آج ہمیں تم سے
کچھ نہیں چاہیے ، حتی کہ محبت بھی نہیں
Be-dili iss qadar hai ke aaj hamein tum se
kuch nahin chahiye hatta ke muhabbat bhi nahin.
وہ جو کہتا تھا تارے توڑ لاؤں گا
اس نے آسمان ہی گرا دیا مجھ پر
Woh jo kehta tha tarey tor doonga,
us ne aasmaan hi gira diya mujh par.
مجھے ہی پوچھنے کو آئے ہیں آپ
مگر میں ، میں تو شاید مر چکا ہوں
Mujhe hi poochhne ko aaye hain aap
magar main, main to shayad mar chuka hoon.
وہ کتابوں میں تو درج ہی نہیں تھا
جو سبق سکھا یا زمانے نے
Woh kitabon mein to darja hi nahi tha,
jo sabq sikha zamaane ne.
کبھی کبھی انسان ختم ہو رہا ہوتا ہے
اور لوگوں کو لگتا ہے کہ وہ بدل گیا ہے
Kabhi kabhi insaan khatam ho raha hota hai aur
logon ko lagta hai ke woh badal gaya hai.