Dhokha poetry in urdu-dhokha shayari in urdu 2 lines copy paste

Dhokha poetry in urdu ak alag aur best way mai iss post mai likhi gai hai. Dhoka, jise urdu mein “دھوکا” kehte hain, ek aisa ahsaas hai jo insaan ke dil ko takleef pohnchata hai. Yeh dukh bhara ehsaas hamare zehan mein chubh jata hai jab kisi se hum ummeed rakhte hain aur woh hamare saath dhoka dete hain. Dhoka insaan ki zindagi mein ek aham sabak data hai, aur jo hume samjhaata hai ke har rishta aur har wada sach nahi hota.

dhokebaaz shayari urdu
dhokebaaz shayari urdu

ساتھ چھوڑ دیا تم نے یہ غم نہیں مجھے 

غم یہ ہے کہ تو میری زندگی میں آیا کیوں

Saath chod diya tumne yeh gham nahi mujhe

Gham yeh hai ke tum meri zindagi mein aaya kyun

dosti me dhoka shayari urdu
dosti me dhoka shayari urdu

تکلیف یہ نہیں کہ قسمت نے دھوکہ دیا مجھے

 میرا یقین تم پر تھا قسمت پر نہیں 

“Takleef yeh nahi ke qismat ne dhoka diya mujhe

mera yakeen tum par tha qismat par nahi”

dhoka poetry in urdu copy paste
dhoka poetry in urdu copy paste

غلطی تیری نہیں کہ تو نے مجھے دھوکہ دیا

غلطی میری تھی جو میں نے تجھے موقع دیا

“Ghalati teri nahi ke tu ne mujhe dhoka diya,

Galti meri thi jo maine tujhe mauqa diya.”

relationship dhoka quotes in urdu
relationship dhoka quotes in urdu

بے وفا ہے دنیا کسی کا اعتبار مت کرو مر شد

ہرپل دیتے ہیں دھو کہ کسی سے پیار مت کرو

“Bewafa hai duniya kisi ka aitbaar mat karo marshid 

hapeel dete hain dhoka kisi se pyar mat karo.”

pyar me dhoka shayari urdu
pyar me dhoka shayari urdu

وقت خراب تھا یا میری قسمت جو 

اتنا پیار دے کر بھی مجھے دھو کہ ملا

“Waqt kharab tha ya meri qismat jo

itna pyaar de kar bhi mujhe dhoka mila.”

Bewafa dhoka shayari in urdu

dhoka poetry in urdu sms
dhoka poetry in urdu sms

جن کی یادیں ہیں دل میں نشانی کی طرح 

مرشد وہ بھول گئے ہمیں کہانی کی طرح

“Jin ki yaadein hain dil mein nishani ki tarah, 

marshid woh bhool gaye hamein kahani ki tarah.”

pyar me dhoka shayari urdu
pyar me dhoka shayari urdu

آنکھوں کارنگ، بات کا لہجہ بدل گیا

 وہ ایک شخص ایک شام میں بدل گیا

“Aankhon ka rang, baat ka lehja badal gaya, 

woh ek shakhs ek shaam mein badal gaya.”

pyar me dhoka shayari urdu
pyar me dhoka shayari urdu

وہ معصوم سا چہرہ میرے ذہن سے جاتا ہی نہیں

دل کو کیسے سمجھاؤں کہ دھو کے باز تھاوہ

“Woh masoom sa chehra mere zehan se jata hi nahi,

 dil ko kaise samjhaoon ke dhoke baaz tha woh.”

Read further poetry here;
https://urdughar.pk/deep-poetry-in-urdu/
dosti me dhoka shayari urdu
dosti me dhoka shayari urdu

دھوکہ دے کر ایسے چلے گئے 

جیسے کبھی جانتے نہیں تھے

“Dhoka de kar aise chale gaye

 jaise kabhi jaante nahi thay.”

aitbar torna poetry in urdu
aitbar torna poetry in urdu

جوان معصوم آنکھوں نے دیے تھے

 وہ دھو کے آج تک کھا رہا ہوں میں

“Jawaan masoom aankhon ne diye thay, 

woh dhokar aaj tak kha raha hoon main.”

Dhoka poetry in urdu copy paste

poetry about trust in love in urdu
poetry about trust in love in urdu

بہت عیب سہی مجھ میں مگر ایک خوبی بھی ہے

ہم دل سے جسے چاہیں اسے دھو کہ نہیں دیتے

“Bohat aib sahi mujh mein magar ek khubi bhi hai,

 hum dil se jise chahe use dhoka nahi dete.”

mohabbat ek dhoka hai shayari
mohabbat ek dhoka hai shayari

دھو کہ کوئی ایک دیتا ہے مرشد 

بھروسہ سب سے اٹھ جاتا ہے

“Dho kar koi ek deta hai, marshid

bharosa sab se uth jata hai.”

mohabbat ek dhoka hai shayari
mohabbat ek dhoka hai shayari

کسی کے ساتھ غلط کر کے۔۔ 

اپنی باری کا انتظار ضرور کرنا

“Kisi ke saath galti kar ke

 apni bari ka intezar zaroor karna.”

duniya dhoka hai shayari
duniya dhoka hai shayari

ہم موقع دیتے رہے 

وہ دھوکہ دیتے رہے

“Hum mauqa dete rahe,

 woh dhoka dete rahe.”

https://urdughar.pk/bewafa-poetry-in-urdu/
bewafa dhoka shayari in urdu
bewafa dhoka shayari in urdu

جن پہ دل کو ہوتا ہے بہت بھر وسہ وقت 

پڑنے پر وہی لوگ دغا دیتے ہیں

“Jin pe dil ko hota hai bohat bharsa waqat,

wohi log daga dete hain jab waqt par.”

Dosti dhoka shayari urdu

dhoka dene wali shayari in urdu
dhoka dene wali shayari in urdu

جن کی فطرت میں ہو دھو کہ دینا 

وہ لوگ چاہ کر بھی بدلا نہیں کرتے

“Jin ki fitrat mein ho dhoka dena,

woh log chah kar bhi badla nahi karte.”

relationship shayari in urdu
relationship shayari in urdu

تم نے اچھا کیا دھوکہ دے دیا 

کچھ نہ دیتے تو گلہ ہی رہتا

“Tum ne acha kiya dhoka de kar,

kuch na dete to gila hi rehta.”

dhoka sad quotes in urdu
dhoka sad quotes in urdu

حیرت نہ کیجے یہ اصول تضاد ہے

 دھو کہ وہیں پہ ہو گا جہاں اعتماد ہے

“Heerat na keeje, yeh asool tazad hai.

Dhoka wahi hoga jahan aitmaad hai.”

trust dhoka quotes in urdu
trust dhoka quotes in urdu

ہم نے کردار کی عظمت کو گرنے نہیں دیا 

دھو کے تو بہت کھائے مگر دھو کہ نہیں دیا

“Hum ne kirdar ki azmat ko girne nahin diya,

dhoka to bohat khaye magar dhoka nahin diya”

dosti me dhoka quotes in urdu
dosti me dhoka quotes in urdu

جتنا یار کے کرم پر بھروسہ ہوا مجھے 

اتنا میرے یار نے دھوکہ دیا مجھے

“Jitna yaar ke karam par bharosa hua mujhe,

utna mere yaar ne dhoka diya mujhe.”

dosti dhoka shayari urdu
dosti dhoka shayari urdu

دیکھا ہے زندگی میں ہم نے بھی آزما کر

 دیتے ہیں یار دھو کہ دل کے قریب لا کر

“Dekha hai zindagi mein hum ne bhi azma kar 

dyte hain yar dhoka  dil ke qareeb la kar.”

deep dhoka poetry
deep dhoka poetry

دھوکہ دے کر کوئی نہیں بچتا 

اک آہ نسلوں کو رول دیتی ہے

“Dhoka de kar koi nahi bachta, 

ek aah naslo ko rool deti hai.”

Apno ka dhoka shayari in urdu

dhoka emotional sad poetry
dhoka emotional sad poetry

تم میری اذیت کی وہ حد ہو 

جسے سوچ کر میں رو پڑتا ہوں

“Tum meri aziz ki woh had, 

jisay soch kar mein ro parta hoon.”

dhoka sad poetry
dhoka sad poetry

جانے والے دل کو پھر کر گئے

 پھر کسی کے لیے یہ دھڑکا ہی نہیں

“Jane wale dil ko phir kar gaye,

 phir kisi ke liye yeh dhadka hi nahin.”

matlabi rishte dhoka shayari
matlabi rishte dhoka shayari

بہت دھو کہ ملتا ہے ان لوگوں کو

 جو دل کےبہت صاف ہوتے ہیں 

“Bohat dhoka milta hai un logon ko

 jo dil ke bohat saaf hote hain.”

best friend ka dhoka shayari
best friend ka dhoka shayari

لوگ بہت اچھے ہیں صاحب

 لیکن صرف اپنے مطلب تک

“Log bohat achay hain sahib, 

lekin sirf apne matlab tak.”

best friend dhoka shayari urdu 2 line
best friend dhoka shayari urdu 2 line

دھو کے ایسے نہیں ملتے

 بھلا کرناپڑتا ہے لوگوں کا

“Dho kar aise nahi milte, 

bhala karna parta hai logon ka.”

dhoka shayari urdu 2 line
dhoka shayari urdu 2 line

دھو کہ کیا ہے تم نے اور بد نام ہم ہو گئے

سب کچھ لیا ہے میرا اور مشہور تم ہو گئی

“Dho kar kiya hai tumne aur badnaam hum ho gaye

Sab kuch liya hai mera aur mashhoor tum ho

Read more best related poetry in this website;

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *