Iqbal poetry in urdu text mai aur sms zaban dono mai de gai hai ta k apko read krne mai asani ho.”Allama Iqbal, Pakistan ke qomi sha’ir ke tor par mashhoor hain jinhon ne apni sha’iri ke zariye Islami fikriyat aur tehreek ki ahem maqam hasil kiya. Unki sha’iri mein zindagi ke husn aur paigham-e-pahluon ko khubsurti se aghaz kiya gaya hai.Hamari website per iqbal poetry in urdu ak bahtreen aur dilkash andaz mai majood hai.
منزل سے آگے بڑھ کر منزل تلاش کر
مل جائے تجھ کو دریا تو سمندر تلاش کر
“Makan se aage barh kar makan talash kar,
mil jaye tujhko dariya to samundar talash ka
شاہین کبھی پرواز سے تھک کر نہیں گرتا
پر دم ہے اگر تو ، تو نہیں مخطر و افتاد
“Shaheen kabhi parwaz se thak kar nahin girta,
Par dam hai agar tu, toh nahin makhzar o iftad.”
کرتے ہیں شہسوار ہی میدان جنگ میں
طفل کیا کرے گا جو گھٹنوں کے بل چلے
“Karte hain shuhwar hi maidan-e-jung mein,
tifl kya kare ga jo ghutnon ke bal chale.”
توں شاہیں پرواز ہے کام تیرا۔
تیرے سامنے آسماں اور بھی ہیں
“Tu shaheen parwaz hai kaam tera.
Tere samne aasman aur bhi hain.”
آنکھ کو بیدار کر دے وعدہ دیدار سے
زندہ کر دے دل کو سوز جو ہر گفتار سے
“Ankh ko bedaar kar de, wada-e-deedar se
zinda kar de dil ko soz jo har guftaar se.”
Top best iqbal poetry in urdu text
مت کر خاک کے پتلے پہ غرور پہ نیازی۔۔۔!!!!
خود کو خود ہی میں جھانک کر دیکھ تجھ میں کیا رکھا ہے
“Mat kar khaak ke putle pe guroor pe niazi…
Khud ko khud hi mein jhank kar dekh, tujh mein kya rakha hai.”
اقبال ! یہاں نام نہ لے علم خودی کا۔۔۔!!
موزوں نہیں مکتب کے لیے ایسے مقالات
“Iqbal! Yahan naam na le ilm khudi ka…
Mozoon nahin maktab ke liye aise maqalat.”
اپنے کردار پہ ڈال کر پر وہ اقبال
ہر شخص کہہ رہا ہے زمانہ خراب ہے
“Apne karar pe daal kar, par woh Iqbal
Har shakhs keh raha hai, zamana kharab ha
کوئی قابل ہو تو ہم شان کئی دیتے ہیں
ڈھونڈنے والوں کو دنیا نئی دیتے ہیں
“Koi qabil ho to hum shaan karte hain,
Dhoondne walo ko duniya nayi dete hain.”
سوداگری نہیں یہ عبادت خدا کی ہے
اے بے خبر جزا کی تمنا بھی چھوڑ دے
“Sudagri nahi ye ibadat Khuda ki hai,
ae bekhbar jaza ki tamanna bhi chhod de.”
Iqbal most famous poetry
مجھے عشق کے پر لگا کر اڑا
میری خاک جگنو بنا کر اڑا
“Mujhe ishq ke par laga kar ura,
meri khak jagnu bana kar ura.
https://urdughar.pk/john-elia-poetry-in-urdu/
حیا نہیں ہے زمانے کی آنکھ میں باقی
خدا کرے کہ جوانی تیری رہے بے داغ
“Haya nahi hai zamane ki aankh mein baqi,
Khuda kare ke jawani teri rahe be-dagh.
تقلید کی روشنی سے تو بہتر ہے خود کشی
رستہ بھی ڈھونڈ خضر کا سودا بھی چھوڑ دے
“Taqlid ki roshni se to behtar hai khudkushi,
rasta bhi dhoond khizr ka soda bhi chod de.”
غلاموں کا یہ مسلک ہے کہ ناقص ہے کتاب
سکھاتی نہیں مومن کو غلامی کے آداب
“Ghulamon ka yeh maslak hai ke naqis hai kitaab
sikhati nahi mumin ko ghulami ke aadab.”
جمہوریت اک طرز حکومت ہے کہ جس میں
بندوں کو گنا کرتے ہیں تولا نہیں کرتے
“Jamhooriyat ek tarz hukumat hai ke jis mein
bandon ko gina karte hain tola nahi karte.”
خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے
خدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہے
“Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se pehle,
Khuda bande se khud pooche bata teri raza kya hai.”
Iqbal quotes in urdu text
پر وانے کو چراغ ہے، بلبل کو پھول بس
صدیق کے لیے ہے خدا کار سول بس
“Parwane ko chirag hai, bulbul ko phool bas
sadiq ke liye hai, Khuda ka rasool bas
تمنا درد دل کی ہو تو کر خدمت فقیروں کی
نہیں ملتا یہ گوہر بادشاہوں کے خزینوں میں
“Tumna dar-e-dil ki ho to kar khidmat faqiroon ki,
Nahi milta yeh gohar badshahon ke khazinon mein.”
نہیں ہے نا امید اقبال اپنی کشت ویراں سے
ذرا نم ہو تو یہ مٹی بڑی زرخیز ہے ساقی۔۔
“Nahi hai na-umeed Iqbal apni kasht-wiraan se,
Zara nam ho to yeh mitti bari zar-khez hai saaqi.”
https://urdughar.pk/30-best-birthday-poetry-in-urdu-2lines-copy-paste/
دل میں خدا کا ہو نالازم ہے اقبال
سجدوں میں پڑے رہنے سے جنت نہیں ملتی
Dil mein Khuda ka ho lazim hai Iqbal…!!!
Sajdon mein paray rehnay se Jannat nahi milti.
بندہ و صاحب و محتاج و غنی ایک ہو جاۓ
تیری سرکار میں پہنچے تو سبھی ایک ہو جائے
Banda waaSaahib aur muhtaj aur Ghani ek ho jaye,
Teri Sarkar mein pohanchay to sabhi ek ho jaaye.
اگر ہو عشق تو ہے کفر بھی مسلمانی
نہ ہو تو مرد مسلماں بھی کافر و زندیق
Agar ho ishq to hai kufr bhi Muslimani,
Na ho to mard Musliman bhi kaafir aur zindiq.
یوں تو سید بھی ہو ، مرزا بھی ہو ، افغان بھی ہو
تم سبھی کچھ ہو ، بتاؤ تو مسلمان بھی ہو کیا ؟؟
Yun to Syed bhi ho, Mirza bhi ho, Afghan bhi ho,
Tum sabhi kuch ho, batao to Musliman bhi ho kya?
Best iqbal poetry in urdu
ستارہ کیا میری تقدیر کی خبر دے گا
وو خود فراخی افلاک میں ہے خوار و زبوں
Sitara kya meri taqdeer ki khabar dega,
Woh khud farakhi aflaak mein hai khwaar o zaboon.
ملا کو جو ہے ہند مین سجدے کی اجازت
ناداں یہ سمجھتا ہے کہ اسلام ہے آزاد
Mila ko jo hai Hind mein sajde ki ijazat
Nadan ye samajhta hai ke Islam hai azaad
جنون عشق سے تو خدا بھی نہ بیچ سکا اقبال
تعریف حسن یار میں سارا قرآن لکھ دیا
Junoon-e-ishq se to Khuda bhi na bach saka Iqbal,
Tareef-e-husn yaar mein saara Quran likh diya.
کیوں منتیں مانگتا ہے اور وں کے دربار سے اقبال
وہ کون سا کام ہے جو ہوتا نہیں تیرے پروردگار سے
Kyun mantein maangta hai aur woh ke darbaar se Iqbal,
Woh kaun sa kaam hai jo hota nahin tere parwardigaar se.
کھول آنکھ ، زمین دیکھ ، فلک دیکھ، فضاد یکھ
مشرق سے طلوع ہوئے سورج کو ذرا دیکھ
“Khol ankh, zameen dekh, falak dekh, fazad yekh.
Mashriq se taloo huye sooraj ko zara dekh.”
عروج آدم خاکی سے انجم سہمے جاتے ہیں
کہ یہ ٹوٹا ہوا تار امہ کامل نہ بن جائے
“Arooj Adam khaki se anjam sehme jatay hain,
keh yeh toota hua taar umma kamil na ban jaye.”
Read more: Best Iqbal poetry in urdu copy paste 2 lines in urdu texthttps://urdughar.pk/islamic-poetry-in-urdu/