“Jadai poetry Urdu mein ek dilchasp aur rooh ko chhoo lene wala andaz mai tahrerr ki gai hai, jo mohabbat mai judai k gham ko shyari ki zaban mai ak alag tareky sy faram ki gai hai.Mohabbat ke jahan mein, judai ka dard gehra hota haii, jo dil par nahi balkay hamesha ke liye chhubta aur hasmaha k liye yad rehta hai.”
ساتھ چلتا ہے سدا موڑ جُدائی والا
یہ مُحبّت کوئی آسان سفر تھوڑی ہے
“Sath chlta hai sada mor jadai wala
ya mohabat koi asan safar thori hai”
پہلے والی جٌدائی میں تو سلیقہ ہی نہ تھا
آ کِسی موڑ پہ پھر مِل کے دوبارہ بچھڑیں
“Aik kisi morr pe phir mil ke dobara bichrein,
Tujh se bichray hain to husn-e-ittefaq to dekh.
تُجھ سے بچھڑے ہیں تو حُسنِ اِتفاق تو دیکھ
سارے شہر میں جُدائی کی وبا پھیل گئی
Tujh se bichray hain to husn-e-ittefaq to dekh.
Saare shehr mein judaai ki waba phail gayi,
بے وفا وقت تھا ، تُم تھے یا مُقدر میرا
بات اتنی ہے کہ انجام جُدائی نِکلا
Be-wafa waqt tha, tum thay ya muqaddar mera.
Baath itni hai ke anjaam-e-judaai nikla,
پھر مُجھے ٹوٹ کے چاہا اُس نے
پھر بچھڑنے کے زمانے آئے
Phir mujhe toot ke chaha uss ne.
Phir bicharne ke zamane aaye,
Judai poetry sms in urdu
اگر منزل جُدائی ہے، تو جانے دو مُجھے
لوٹ کر کب آو گے پوچھتے کیوں ہو
Agar manzil judaai hai, to jaane do mujhe.
Laut kar kab aao gay poochte kyun ho,
میں کِس طرح سے گُزاروں گا عُمر بھر کا فراق
وہ دو گھڑی بھی جُدا ہو تو جان جاتی ہے
Main kis tarah se guzaron ga umr bhar ka furqan.
Woh do ghari bhi juda ho to jaan jaati hai,
میں تصّور بھی جُدائی کا بھلا کیسے کروں
میں نے قسمت کی لکیروں سے چُرایا ہے تُجھے
Main tasavur bhi judaai ka bhala kaise karoon.
Maine qismat ki lakeeron se churaya hai tujhe,
وہ قیامت کی گھڑی ، وہ موت کا ہے سامنا
جب کوئی معشوق سے مل کر جُدا ہونے لگے
Woh qayamat ki ghari, woh maut ka hai samna.
Jab koi maashooq se mil kar juda hone lage,
کوئی روٹھے اگر تٌم سے تو اسے فوراً منا لینا
کہ اَنّا کی جنگ میں اکثر جٌدائی جیت جاتی ہے
“Koi roothe agar tum se to use foran mana lena,
Ke Anna ki jung mein aksar judaai jeet jaati hai”
نہ میرا دل برا تھا نہ اس میں جدائی تھی
سب مقدر کا کھیل ہے قسمت میں جدائی تھی
“Na mera dil bura tha, na is mein judaai thi,
Sab muqaddar ka khail hai, qismat mein judaai thi.
Heart touching judai sad poetry in urdu
یہ جدائی بھی محبت کا امتحان ہوتی ہے مرشد کوئی ہنستا
ہے اپنی اداؤں پہ اور کوئی روتا ہے اپنی وفاؤں پہ
Yeh judaai bhi mohabbat ka imtehan hoti hai,
Murshid koi hansta hai apni adaaon pe, aur koi rota hai apni wafaon pe.
ہر ایک چھوڑ جاتا ہے بازار محبت میں صاحب ۔۔
بھر جائے جب دل تو لوگ کھلونا بدل لیا کرتے ہیں
Har ek chhod jaata hai bazaar-e-mohabbat mein saahib,
Bhar jaaye jab dil to log khilona badal lete hain.
وصل میں رنگ اڑ گیا میرا
کیا جدائی کو منہ دکھاؤں گا
Wusul mein rang ur gaya mera,
Kya judaai ko munh dikhaoon ga?
https://urdughar.pk/death-poetry-in-urdu/
یے عالم ہے ہمارا آپ کی جدائی میں
آنکھوں میں نیند ہے اور سونا نہیں چاہتے
Yeh aalam hai hamara, aap ki judaai mein,
Aankhon mein neend hai aur sona nahi chahte.
آج یے کیسی اداسی چھائی ہے
تنہائی کے بادل سے بھیگی جدائی ہے
Aaj yeh kaisi udaasi chhaayi hai,
Tanhayi ke baadal se bheegi judaai hai.
میں تصّور بھی جُدائی کا بھلا کیسے کروں
میں نے قسمت کی لکیروں سے چُرایا ہے تُجھے
Main tasavvur bhi judaai ka bhala kaise karoon,
Maine qismat ki lakeeron se churaya hai tujhe.
Judai poetry in urdu 2 lines sms
وہ کبھی ہم سے پوچھا کرتے تھے جدائی کیا ہے
آج سمجھ آیا ہے ہمیں سوال انکا
Woh kabhi hum se poochha karte thay judaai kya hai,
Aaj samajh aaya hai hamein sawaal unka.”
تیری نفرت نے یہ کیا صلہ دیا مجھ کو
زہر غم جدائی کا پلا دیا مجھ کو
“Teri nafrat ne yeh kya sila diya mujhko,
Zehr-e-gham judaai ka pila diya mujhko.
ہر درد سے بڑا ہے درد جدائی محسن
اک لمحہ جینے کے لئے سو بار مرنا پڑتا ہے
Har dard se bara hai dard judaai, mohsin,
Ek lamhe jeenay ke liye sau baar marna parta hai.
میں تو سمجھا تھا کہ لوٹ آتے ہیں جانے والے
تو نے تو جا کے جدائی میری قسمت کردی
Main to samjha tha ke laut aate hain jaane walay,
Tu ne to jaakar judaai meri qismat kar di.
اس سے پہلے کے جدائی کی خبر تم سے ملے
ہم نے سوچا ہے کہ ہم تم سے بچھڑ جائے گئے
Is se pehle ke judaai ki khabar tum se mili,
Hum ne socha hai ke hum tum se bichhad jaayein gay.
اب جدائی کے سفر کو میرے آسان کرو
تم مجھے خواب میں آکر نہ پریشان کرو
Ab judaai ke safar ko mere aasaan karo,
Tum mujhe khwab mein aakar na pareshan karo.
Judai shayari in urdu 2 lines
چھوڑو یہ بحث وہ تکرار کی باتیں
یہ بتاؤ بچھڑ کے خوش تو ہونا
Chhodo yeh behas, woh takraar ki baatein,
Yeh batao bichhre ke khush to ho na?
ہر مُلاقات کا انجام جُدائی کیوں ہے
اب تو ہر وقت ہمیں یہی بات ستاتی ہے
Har mulaqat ka anjaam judaai kyun hai,
Ab to har waqt hamein yehi baat satati hai.
لوگ جٌدا ہٌوۓ اور بھی لیکن
ایک تیرا جٌدا ہونا مٌجھ کو ویراں کر گیا
Log juda huye aur bhi hain lekin,
Ek tera juda hona mujhko veeraan kar gaya.
ہوا تیری جدائی میں ایسا عالم
کی ہم اپنا ہی ٹھکانا بھول گئے
Hua teri judaai mein aisa aalam,
Ke hum apna hi thikana bhool gaye.
زمانہ بن جائے کاغذ کا اور سمندر ہو جائے سیاہی کا
پھر بھی کلم لکھ نہیں سکتی درد تیری جدائی کا
Zamana ban jaaye kaghaz ka, aur samundar ho jaaye siyaahi ka,
Phir bhi kalam likh nahi sakti dard teri judaai ka.”
GET MORE DETAILS IN THIS WEBSITE;
Related posts;
- https://urdughar.pk/alvida-poetry-in-urdu/
- https://urdughar.pk/heart-broken-poetry-in-urdu
1 Comment
Pingback: Dhokha poetry in urdu-dhokha shayari in urdu 2 lines copy paste