Poetry about parents in urdu ak best way mai ajki is post mai majood hai Maa baap shayari mai unk hamary upper keay gy ehsanayat aur unka hamari zindagii mai kya kerder hai iss bat ki tafseel sy wazahat ki gai hai. jis shakas k pass uss k maa baap hain wo duniya ka sab sy khush qasmat insan hai. aur jo apne waldain ki kadr krta hai hakekat mai wohi kamyab hota hai.
ماں باپ کا ایک ایسا رشتہ ہے
جس کی کمی کوئی اور پوری نہیں کرسکتا
“Maan baap ka aik aisa rishta hai:
Jis ki kami koi aur poori nahi kar sakta,
سب کچھ مل جاتا ہے دنیا میں مگر
یاد رکھنا کہ بس ماں باپ نہیں ملتے
Sab kuch mil jata hai duniya mein magar,
Yaad rakhna ke bas maan baap nahi milte,
خدا کرے وہ لمحے کبھی ختم نہ ہوں
جن لمحوں میں میرے والدین مسکراتے ہیں
Khuda kare woh lamhe kabhi khatam na hon,
Jin lamhon mein mere waldain muskuratay hain,
والدین کی روک ٹوک بھی ایک نعمت ہے
ورنہ اولاد جگہ جگہ زلیل و رسوا ہوتی نظر آئے
Waldain ki rok tok bhi aik naimat hai,
Warna aulad jaga jaga zaleel o ruswa hoti nazar aati hai,
دور ہوتی ہیں سدا ان سے بلائیں ساحل
اپنے ماں باپ کی جو روز دعا لیتے ہیں
Door hoti hain sada un se bulaien saahil,
Apne maan baap ki jo roz dua lete hain,
Shayari for parents in urdu
والدین اس درخت کی مانند ہیں جن کے سائے تلے
بچے خود کو سب سے زیادہ محفوظ محسوس کرتے ہیں
Waldain iss darakht ki manind hain jin ke saaye tale,
Bachay khud ko sab se zyada mahfooz mehsoos karte hain,
ماں کے بنا پورا گھر بکھر جاتا ہے پر
باپ کے بنا پوری دنیا ہی بکھر جاتی ہے
Feel free to read more: BetWinner app download
Maan ke bina pura ghar bikhar jata hai par,
Baap ke bina poori duniya hi bikhar jati hai,
زندگانی کے سفر میں گردشوں کی دھوپ میں
جب کوئی سایا نہیں ملتا تو یاد آتی ہے ماں
Zindagani ke safar mein gardishon ki dhoop mein,
Jab koi saaya nahi milta to yaad aati hai maan,
جو رولا کے ہنسا دے وہ ہے باپ اور
جو رولا کے خود رو پڑے وہ ہے
Jo rula ke hansa de woh hai baap aur,
Jo rula ke khud ro pare woh hai,
کس قدر تکلیف میں ہوں گے وہ بچے
جنہیں ماں کی ضرورت ہو اور ماں نہ ہو
Kis qadar takleef mein honge woh bachay,
Jinhe maan ki zaroorat ho aur maan na ho.”
شان و شوکت سے جی رہا ہو جو
باپ ماں کے دعا کی برکت ہے
“Shaana aur shaukat se ji raha ho jo:
Baap maan ke dua ki barkat hai,
Parents poetry in urdu sms
ماں باپ کی اہمیت ان سے پوچھو جنہیں اپنے
ماں باپ سے ملنے کے لئے قبرستان جانا پڑتا ہے
Maan baap ki ahmiyat un se poocho jinhain apne,
Maan baap se milne ke liye qabristan jana parta hai,
ماں زندگی کی تاریک راتوں میں روشنی ہے
باپ ٹھوکرو سے بچانے والا مضبوط سہارا ہے
Maan zindagi ki taareek raaton mein roshni hai,
Baap thokro se bachane wala mazboot sahara hai
جسے ماں باپ کی بات سمجھ نہیں آتی
اسے زمانہ بہت ’’اچھے طریقے‘‘سے سمجھا لیتا ہے
Jise maan baap ki baat samajh nahi aati,
Usay zamana bohat ‘achay tareeqay’ se samjha leta hai,
باپ کےآنسوتمھارے دکھ سےنہ گریں
ورنہ اللہ تمکوجنت سےگرادیگا۔
Baap ke ansoo tumhare dukh se na girein,
Warna Allah tumko junat se giradega.
آئے قلم روک جا آدب کا مقام ہے
تیری نوک کےنیچے میرے ماں باپ کا نام ہے
Aaye qalam rok ja, adab ka maqam hai,
Teri nook ke neeche mere maan baap ka naam hai,
برباد ہو جاتے ہیں وہ لوگ جو ۔۔۔
اپنے ماں باپ کا دل توڑ تے ہیں
Barbaad ho jaate hain woh log jo…
Apne maan baap ka dil tor dete hain,
Ami abu poetry in urdu
وہ خود نہیں کھاتے تھے نہ کھاتے اگر تم
وہ جاگتے رہتے تھے ستاتے تھے اگر تم
Woh khud nahi khate thay, nahi khate agar tum,
Woh jagte rehte thay sataate thay agar tum,
جب انسان اپنے ماں باپ کے لیے دعا کرنا
چھوڑ دیتا ہے تو اس کا رزق روک دیا جاتا ہے
Jab insaan apne maan baap ke liye dua karna,
Chhod deta hai to uska rizq rok diya jata hai,
یہ دنیا تب تک جنت ہے
جب تک ماں باپ زندہ ہیں
Yeh duniya tab tak jannat hai,
Jab tak maan baap zinda hain.
سارے رشتے نبھا کر دیکھ لیے ہیں
مگر ماں باپ جیسا کوئی رشتہ نہیں ملا
“Sare rishte nibha kar dekh liye hain,
Magar maan baap jaisa koi rishta nahi mila,
ماں باپ دنیا کی ہر ٹھوکر کو برداشت کر سکتے ہیں
سوائے اپنی اولاد کے ہاتھوں لگی ٹھوکر کے۔۔
Maan baap duniya ki har thokar ko bardaasht kar sakte hain,
Siwaye apni aulad ke haathon lagi thokar ke…
عطاکر ہمارے ماں باپ کی عمر دراز اے اللہ کہ ان کی
دعاؤں کے بنا ہماری زندگی بہت ادھوری ہے
Ata kar hamare maan baap ki umr daraz Aye Allah ke un ki
duaon ke bina hamari zindagi bohat adhoori hai,
والدین سلامت ہو تو اولاد بادشاہ ہوتی ہے
اللہ سلامت رکھے اس بادشاہی کو ۔۔۔!!
Waalidain salamat ho to aulad badshah hoti hai,
Allah salamat rakhe is badshahi ko…
Maa baap emotional shayari in urdu
ممکن ہوتا اگر کسی کو عمر لگانا تو میں
اپنے ماں باپ کے نام لگاتا
Mumkin hota agar kisi ko umr lagana to main,
Apne maan baap ke naam lagata,
والدین کی دی گئی آزادی امانت ہے آ پ
کے پاس اس میں خیانت مت کیجیے گا ۔۔
Waalidain ki di gayi azadi amanat hai ap
ke paas is mein khayanat mat kijiyega…
میرے قدم کیسے ڈگما سکتے ہیں مجھے تو
چلنا میرے ماں باپ نے سکھایا ہے
Mere qadam kaise daghma sakte hain mujhe to
chalna mere maan baap ne sikhaya hai,
والدین کی جوتیاں سیدھی کرنے سے
صاحب مقدر بھی سیدھے ہو جاتے ہیں
Waalidain ki jootiyan seedhi karne se
sahib-e-muqaddar bhi seedhe ho jaate hain,
ماں باپ ایک ایسا شجر ہیں
جس کے سائے میں بیٹیاں راج کرتی ہیں۔۔
Maan baap aik aisa shajar hain,
Jiske saaye mein betiyan raaj karti hain…
ماں باپ سے محبت کرو جناب
کیونکہ ماں باپ دوبارہ نہیں ملتے
Maan baap se mohabbat karo janab,
Kyun ke maan baap dobara nahi milte
- https://urdughar.pk/mother-day-poetry-in-urdu/
- https://urdughar.pk/father-day-poetry-in-urdu/
- https://urdughar.pk/father-day-poetry-in-urdu/
1 Comment
Pingback: Brother poetry in urdu copy paste - bhai poetry in urdu text