quaid e azam poetry in urdu 2 lines copy paste text

Quaid e azam poetry in urdu agr ap ak best way mai read krna chahty hain to ap ak best website per hain.QUAID E AZAM k matalq tamam shayri ko read karin aur jaine k pakistan banane mai unka kya kader tha.aur unki zindagi ka main maqsad kya tha jo unho ny apni shayrai mai ak bether tareky sy pesh ki hai.

quaid e azam shayari in urdu
quaid e azam shayari in urdu

ہم اپنی سانسیں تیرے نام کرتے ہیں

اے وطن ہم تیری عظمت کو سلام کرتے ہیں

“Hum apni saansein tere naam karte hain,

Ae watan, hum teri azmat ko salaam karte hain.

quaid e azam quotes in urdu text
quaid e azam quotes in urdu text

ہے جرم اگر ملک کی مٹی سے محبت

یہ جرم صدا میرے حسابوں میں رہے گا !

Hai jurm agar mulk ki mitti se mohabbat,

Yeh jurm sada mere hisabon mein rahega!

quaid e azam poetry in urdu 2 lines
quaid e azam poetry in urdu 2 lines

ہماری خاک سے خوشبو وطن کی آئے گی

ہمارا خون ہے شامل اس وطن کی مٹی میں

Hamari khak se khushboo watan ki aayegi,

Hamara khoon hai shamil iss watan ki mitti mein,

دِل سے نکلے گی نا مر کر بھی وطن کی الفت

میری مٹی سے بھی خوشبو وفا آئے گی

Dil se nikly gi na mar kr bi watan ki ulfat

Mere meti se bhi wafa ki khushboo aayegi.

سو جاؤ عزیزو كے فصیلوں پہ ہر اک سمت

ہم لوگ ابھی زندہ و بیدار کھڑے ہیں

So yao azeezon ke fasilon pe har ek samt,

Hum log abhi zinda aur beidhar khade hain.

تن من مٹائے جاؤ تم نام قومیت پر

راہ وطن پہ تم اپنی جانیں لڑائے جاؤ

Tan-man mity jaao tum, naam qoumiyat par,

Raah watan pe tum apni jaanen laraay jao.

Quaid e azam poetry in urdu

تا ریخ کے اوراق اسے یاد رکھیں گے

اس بند ہ مومن کو کوئی لاکھ بھلا دے

Taareekh ke auraaq ise yaad rakhein ge,

Is band-e-momin ko koi laakh bhala de

بے اثر ہو گئے سب حرف نوا تیرے بعد

کیا کہیں دل کا جو احوال ہوا تیرے بعد

Be-asar ho gaye sab huroof nawaa tere baad,

Kya kahin dil ka jo aehwaal hua tere baad.

یوں دی ہمیں آزادی کے دنیا ہوئی حیران

اے قائد اعظم تیرا احسان ہے احسان

Yun di humein azaadi ke duniya hui hairaan,

Ae quaid-e-azam, tera ehsaan hai ehsaan.

ہماری خاک سے خوشبو وطن کی آۓگی

ہمارا خون ہے شامل اِس وطن کی مٹی میں

Hamari khak se khushboo watan ki aayegi,

Hamara khoon hai shamil iss watan ki mitti mein.”

اے ارضِ وطن آج بھی اپنا یہ عہد ہے

ہم حرفِ وفا خون سے تحریر کریں گے

“Aye arz-e-watan aaj bhi apna yeh ‘ahd hai,

Hum harf-e-wafa khoon se taqreer karenge.

Quaid e azam poetry in urdu about education

“علم تلوار سے بھی زیادہ طاقتور ہے۔ اس لیے علم کو

اپنے ملک میں بڑھائیں کوئی آپ کو شکست نہیں دے سکتا”

“ilm talwaar se bhi ziada taqatwar hai Is liye ilm ko

Apne mulk mein barhayein koi aap ko shikast nahi de sakta.”

quaid e azam  advice shayari in urdu

میں اپنا کام پورا کر چکا ہوں قوم کو جس چیز کی ضرورت تھی

وہ اُسے مل گئی ہے, اب یہ قوم کا کام ہے کہ وہ اسے تعمیر کرے

Main apna kaam poora kar chuka hoon, qoum ko jis cheez ki zaroorat thi,

Woh usse mil gayi hai, ab yeh qoum ka kaam hai ke woh usse tameer kar

https://urdughar.pk/heart-touching-poetry-in-urdu/
Read more best poetry;

پریشانی کا عالم ہے نہ جیتے ہیں نہ مرتے ہیں

سنو اے قائد اعظم تمہیں ہم یاد کرتےہیں

Pareshani ka ‘aalim’ hai na jeetay hain na martay hain,

Suno aye quaid-e-azam, tumhein hum yaad karte hain.

quaid e azam shayari in urdu
quaid e azam shayari in urdu

پیش کرتی ہوں سلام اے ملت کے پاسباں

ساری قوم آج بھی تیری ذات کی شیدائی ہے

Pesh karti hoon salaam aye millat ke pasban,

Saari qoum aaj bhi teri zat ki shaedaai hai.

Quaid e azam shayari in urdu

تیری دانش ،تیری حکمت ،تیری ہمت ،تیرا ایماں

نجات اہل ہندوستان ،حیات اہل پاکستان۔۔۔

Teri danish, teri hikmat, teri himmat, tera eman,

Nijaat ehl-e-Hindustan, hayaat ehl-e-Pakistan…

https://urdughar.pk/deep-poetry-in-urdu/

غیروں کے دل بھی سینے کے اندر دہل

گئے مظلوم کی فغاں ہے محمد علی جناح

Ghairon ke dil bhi seenay ke andar dahl gaye,

Gaye mazloom ki fughan hai Muhammad Ali Jinnah.

quaid-e-azam ki shayari
quaid-e-azam ki shayari

“!دُنیا میں ایسی کوئی طاقت نہیں،

جو پاکستان کا وجود ختم کر سکتے”

“Duniya mein aisi koi taqat nahi,

Jo Pakistan ka wujood khatam kar sake.”

few lines about quaid e azam in urdu
few lines about quaid e azam in urdu

ایک شخص بن کر نہ جیو بلکہ ایک شخصیت

بن کر جیو کیوں کہ ایک شخص تو مر جاتا ہے

لیکن شخصیت ہمیشہ زندہ ہی رہتی ہے

Aik shakhs ban kar na jeeo balke aik shakhsiyat ban kar jeeo,

Kyun ke aik shakhs toh mar jaata hai,

lekin shakhsiyat hamesha zindah rehti hai.

Read more father day poetry;
https://urdughar.pk/father-day-poetry-in-urdu/

Best poetry on quaid e azam in urdu

متحد ہو کر جئیں ،تو ایک طاقت ہم بھی ہیں مرشد

اگر سلامت یہ وطن ہے تو سلامت ہم بھی ہیں

Muttahid ho kar jeen, toh aik taqat hum bhi hain murshid,

Agar salaamat yeh watan hai toh salaamat hum bhi hain.”

ملی نہیں ہے ہمیں ارض پاک تحفے میں

جو لاکھوں دیپ بجھے ہیں تو یہ چراغ جلا

“Meli nahi hai hamein arz-e-Paak tehfe mein,

Jo laakhon deep bujhe hain to yeh charagh jala.

اس وقت قوم کو ایک ملک کی ضرورت تھی

آج اس ملک کو ایک قوم کی ضرورت ہے

Is waqt qoum ko ek mulk ki zaroorat thi,

Aaj is mulk ko ek qoum ki zaroorat hai.

وطن گھر کی طرح ہوتا ہے مرشد ۔۔

وطن سے محبت تو ایمان کا رکن ہے

Watan ghar ki tarah hota hai murshid…

Watan se mohabbat to eman ka rukn hai,

اس ملک نے ہمیں دی ہے پہچان

شکریہ پاکستان،شکریہ پاکستان

Is mulk ne hamein di hai pehchan,

Shukriya Pakistan, shukriya Pakistan.

مرتے ہیں ،اٹھتے ہیں ،اور جھکتے نہیں

اے میرے وطن تیرے یہ لال بکتے نہیں

Martay hain, uth’tay hain, aur jhuk’tay nahi,

Aye mere watan, tere yeh laal bukhtay nahi.

Top 5 best quaid e azam poetry in urdu 2 lines

ہمارا ڈر سے۔۔۔۔۔ کوئی واسطہ نہیں ہوتا

ہم وہاں قدم رکھتے ہیں جہاں راستہ نہیں ہوتا

Hamara dar se… koi wasta nahi hota,

Ham wahin qadam rakhte hain jahan raasta nahi hota.

ہم اپنے دیس کی پہچان کو مٹنے نہیں دیں گے

یہاں اسلام کا پرچم کبھی جھکنے نہیں دیں گے

Ham apne des ki pehchan ko mitne nahi denge,

Yahan Islam ka parcham kabhi jhukne nahi denge.

میرے وطن یہ عقیدتیں اور پیار تُجھ پہ نِثار کر دوں

محبتوں کے یہ سلسلے بشُمار تُجھ پہ نِثار کر دوں

Mere watan, yeh aqeedaten aur pyaar tujh pe nisar kar doon,

Mohabbaton ke yeh silsilay beshumar tujh pe nisar kar doon.

میرے محبوب وطن تٌجھ پہ اگر جاں ہو نثار

میں یہ سمجھوں گا ٹھکانے لگا سرمایہٕ تن

Mere mahboob watan, tujh pe agar jaan ho nisar,

Main yeh samjhun ga thikane lagaa sarmaaya-e-tan.

quaid e azam lines in urdu
quaid e azam lines in urdu

مٹا دیں گے اے دشمن تیرے نام و نشان کو

اگر تو نہ دیکھا میلی آنکھ سے پاکستان کو

Mita dein ge aye dushman tere naam o nishaan ko,

Agar tu nah dekha mili aankh se Pakistan ko.”

https://urdughar.pk/teacher-day-poetry-in-urdu/

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *