Naat Poetry in urdu adab mai ek khaas maqam rakhti hai,aur isme Huzoor-e-Pak (ﷺ) ke tareef aur ibadat ka izhar kiya jata hai.aj ki iss post mai rooh ko chhoo lene wale ash’aar ka intakhab kea gya hai. Hzarat muhmmad ki tareef gehri roohaniyat aur shairi khoobsurati ke saath, Naat poetry ak khubsurt aur haseen andaz mai apki khudmat mai pesh ki gaai hai,Huzoor-e-Pak (ﷺ) ki mohabbat aur adab ke saath jodti hai. Hamare tayyar kiye gaye dilchesp asher prhne ki wja sy apk dil mai huzoor pak ki mubbbat barhne ka bays ban sakty hain.
مجھے بھی مدینے بلا میرے مولا
کرم کی تجلی دکھا میرے مولا
“Mujhe bhi Madine bula mere Mawla
Karam ki tajalli dikha mere Mawla,
سیر گلشن کون دیکھے دشت طیبہ چھوڑ کر
سوئے جنت کون جائے در تمہارا چھوڑ کر
Seer Gulshan kaun dekhe Dasht Tayyiba chhod kar,
Swaye Jannat kaun jaaye dar Tumhara chhod kar,
لکھتے لکھتے قلم ہی تھک گی صاحب ۔۔
میرے محمد صلی للہ علیہ وسلم کی تعریفوں کا جواب نہیں
Likhte likhte qalam hi thak gayi sahib,
Mere Muhammad صلى الله عليه وسلم ki tareefon ka jawab nahi,
میں سو جاؤں یا مصطفی کہتے کہتے
کھلے آنکھ صل علی کہتے کہتے۔۔
Mein so jaoon ya Mustafa kehte kehte,
Khule aankh Sal ‘Alla kehte kehte.
میرے اعمال تو بخشش کے نہ تھے پھر بھی نصیر
کی محمّد نے شفاعت تو خدا مان گیا
Mere aamaal to bakshish ke nahin thay phir bhi Nasir,
Ki Muhammad صلى الله عليه وسلم ne shafa’at to Khuda maan gaya,
Naat poetry in urdu two lines
پڑھی ہے نعت نبی ٹل گئے غم
رسول پاک کی محفل ابھی سجانے سے
Parhi hai naat Nabi ṣallā Llāhu ‘alayhi wa-sallam ṭal gaye gham,
Rasool-e-Pak ki mehfil abhi sajaane se,
نصیب جاگے ہیں میلاد اب منانے سے
ملی ہے اتنی خوشی دکھ نہیں رہے میرے
Naseeb jaage hain Meelad ab manane se,
Mili hai itni khushi dukh nahi rahe mere,
یہ کائنات نہ ہوتی اگر نبی نہ آتے
بہار آئی یہاں پر نبی کے آنے سے
Yeh kaaynat na hoti agar Nabi na aate,
Bahaar aayi yahan par Nabi ke aane se,
مدد کرو گے غریبوں کی دس گنا ملے گا
یہ ہوتی کم نہیں دولت کبھی لٹانے سے
Madad karenge ghurabon ki das guna milega,
Yeh hoti kam nahi daulat kabhi lutane se,
پڑھو درود نبی پر یہ ہے رضائے خدا
نبی کریں گے مدد اپنے پھر خزانے سے
Parho durood Nabi par yeh hai raza-e-Khuda,
Nabi karenge madad apne phir khazaane se.
نبی کا واسطہ ہے معتبر گھرانے سے
نہیں ہے خالی گیا کوئی آستانے سے
“Nabi ka wasita hai ma’tabar gharane se,
Nahi hai khali gaya koi aastane se.
Best poetry for naat
شہزاد جب مرے کلمہ ہو زباں پہ جاری
بگڑی مری بنے کہتا ہے غلام تیرا
Shahzad jab mere kalma ho zabaan pe jaari,
Bigdi meri bane kehta hai ghulam tera.
https://urdughar.pk/mother-day-poetry-in-urdu/
دنیا نہ زر نہیں اب کچھ اور مانگتا میں
دل میں رہے فقط آقا احترام تیرا
Duniya nahin zar nahin ab kuch aur maangta mein,
Dil mein rahe sirf Aqa, ihtiraam tera.
رکھ نوکری پہ لو میں کرتا رہوں غلامی
چوکھٹ پہ آیا بن کر آقا غلام تیرا
Rakh naukri pe lo, mein karta rahoon ghulami,
Chokhat pe aaya ban kar Aqa ghulam tera.
کوئی نہ تیرے در سے خالی گیا ہے آقا
لیتے جن و بشر ہیں الفت سے نام تیرا
Koi nahin tere dar se khali gaya hai Aqa,
Letay jan-o-bashar hain ilfaaz se naam tera.
Feel free to read more: BetWinner APK
ہے آ رزو یہ میرے دل میں رہوں مدینے
بس نعت کی لکھوں صورت میں کلام تیرا
Hai aarzu yeh mere dil mein rahoon Madine,
Bas naat ki likhoon surat mein kalaam tera.
پڑھتا رہوں میں الفت سے یوں سلام تیرا
میری زباں پہ ہوگا ہر وقت نام تیرا
Parhta rahoon mein ilfaaz se yun salaam tera,
Meri zabaan pe hoga har waqt naam tera.
https://urdughar.pk/bulleh-shah-poetry-in-urdu/
Famous urdu poetry for naat
یقین ِکامل ہے خُدا پر! سب ترغیب دے رہے ہیں
امر بالمعروف پر زور ہے!نہی عن المنکر پر سوال کیوں
Yaqeen-e-kaamil hai Khuda par! Sab tarhib de rahe hain,
Amr bil maroof par zor hai! Nahi ‘anil munkar par sawaal kyun.
اپنے لہو سے روشن کر دی گلیاں اس ویرانے کی
گھر کے تنگ بہت ہی راہیں شہر وفا کو جانے کی
Apne lahoo se roshan kar di gayi galiyan is viraane ki,
Ghar ke tang bohat hain, sheher-e-wafa ko jaane ki.
محمد بھی ترا جبریل بھی قرآن بھی تیرا
مگر یہ حرف شیریں ترجماں تیرا ہے یا میرا
Muhammad bhi tera, Jibrail bhi, Quran bhi tera,
Magar yeh harf shireen tarjumaan tera hai ya mer
قوتِ عشق سے ہر پست کو بالا کردے
دہر میں اسمِ محمدؑ سے اُجالا کردے
Quwwat-e-ishq se har past ko bala karde,
Dahr mein ism-e-Muhammad se ujala karde.”
محفل یہ سجائی ہے میلاد منایا ہے
مدحت میں نبی کے نغمے آج سنائے ہیں
“Mahfil yeh sajai hai Meelad manaya hai,
Madhat mein Nabi ke naghme aaj sunaye hain
آقا مرے تو ہر لمحے یاد ہی آئے ہیں
آنکھوں میں مدینے کے جو خواب سجائے ہیں
Aqa mere to har lamhe yaad hi aaye hain,
Aankhon mein Madine ke jo khwaab sajaye hain.
2 line poetry for naat in urdu
کوئی مثل مصطفی کا ، نہ ہے نہ تھا ،نہ ہوگا
کسی اور کا یہ رتبہ، نہ تھا،نہ ہے، نہ ہوگا
Koi mithl Mustafa ka, nahin tha, nahin hoga,
Kisi aur ka yeh rutba, nahin tha, nahin hoga.
آپ ﷺہیں شاہِ عرب…. شاہِ عجم
ہم ہیں خادم آپ ﷺکے شاہِ امم
Aap ﷺ hain Shah-e-Arab, Shah-e-Ajam,
Hum hain khadim Aap ﷺ ke Shah-e-Ummam.
نہ ہوتا در محمد کا تو۔۔۔۔ دیوانے کہاں جاتے
خدا سے اپنے دل کی بات منوانے کہاں جاتے
Nahin hota dar Muhammad ka to… Deewane kahan jaate,
Khuda se apne dil ki baat manwane kahan jaate.
کل جس نے ہمیں پل سے خود پار لگانا ہے
زہرہ کا وہ بابا ہے ، اور حسنین کا وہ نانا ہے
Kal jis ne hamein pal se khud par lagana hai,
Zehra ka woh baba hai, aur Hasanain ka woh nana hai.
مجرم ہوں جہاں بھر کا محشر میں بھرم رکھنا
رسواء زمانہ ہوں دامن میں چھپا لینا۔۔۔
Mujrim hoon jahan bhar ka, mahshar mein bharma rakhna,
Raswaa zamanah hoon daman mein chhupa lena.
سامنے ہو اگر رخ خیر البشر ۔۔
پھر زیارت کا کتنامزہ آئے گا
Saamne ho agar rukh Khair-ul-Bashar,
Phir ziyarat ka kitnama aaye ga.
اے صباء مصطفی سے کہہ دینا
غم کے مارے سلام کہتے ہیں
Ae Saba, Mustafa se keh dena,
Gham ke maare salam kehte hain