Mehndii poetry in urdu ak khubsuat andaz mai hamari website per majod hai.”Mehndi, ya henna, zindagi ke yaadgaar lamhon mein ek khaas jagah rakhti hai. In rangin lamhon ki tarah, mehndi ke jaadu se humare haathon par bune jaane wale nazuk patterns ke saath khwab aur ummeedein judti hain.

mehndi poetry sad
mehndi poetry sad

“سُنا ہے مہندی رچائے پھرتی ہے

وہ جو کہتی تھی بچھڑے تو نبض کاٹ لوں گی”

“Sunaa hai mehndi rachai phirti hai

“Woh jo kehti thi bichhre to nubz kaat loongi.”

sad mehndi poetry in urdu
sad mehndi poetry in urdu

“مہندی لگی ہے ہاتھ پہ لیکن وہ خوش نہیں

کتنی بڑی دلیل ہے عورت کے صبر کی”

Mehndi lagi hai haath pe lekin woh khush nahi,
Kitni badi daleel hai aurat ke sabr ki.”

mehndi poetry in urdu 2 line
mehndi poetry in urdu 2 line

مہندی لگائے بیٹھے ہیں وہ کچھ اس انداز سے

کہ بس مٹھی میں اُنکی دے دے کوئی دِل نکال کے”

“Mehndi lagaaye bethe hain woh kuch iss andaaz se,
Ke bas muthi mein unki de de koi dil nikaal ke.”

emotional mehndi poetry in urdu 2 line
emotional mehndi poetry in urdu 2 line

تمہاری تھی شرارت مہندی سے ہتھیلی پہ نام لکھنا

اور مجھے رسوا کر دیا تم نے یونہی کھیلتے کھیلتے

“Tumhari thi sharaarat mehndi se hatheeli pe naam likhna,
Aur mujhe ruswa kar diya tumne yunhi khelte khelte.”

romantic mehndi poetry in urdu
romantic mehndi poetry in urdu

اس کے ہاتھوں پر لگی مہندی کچھ یوں لگی

ہو جیسے میری محبت کا رنگ اسکے ہاتھ پہ

“Us ke haathon par lagi mehndi kuch yun lagi,
Jaise meri mohabbat ka rang uske haath pe.”

Mehndi poetry in urdu copy paste

mehndi poetry 2 line
mehndi poetry 2 line

“چلو اُس نے محبت کچھ تو نبھائی ہے

ایک ہاتھ پہ میرے نام کی مہندی لگائی ہے”

“Chalo us ne mohabbat kuch to nibhai hai,
Ek haath pe mere naam ki mehndi lagayi hai.”

mehndi poetry in urdu copy paste
mehndi poetry in urdu copy paste

سنو مجھے اچھے لگتے ہیں

یہ کنگن یہ مہندی اور تم

“Sunu mujhe achhe lagte hain,
Yeh kangan yeh mehndi aur tum.”

mehndi sad poetry in urdu text
mehndi sad poetry in urdu text

غیر کے نام کی ہاتھوں پہ سجا کر مہندی

وہ مجھے یوں بھی جلاتا ہے دکھا کر مہندی

“Ghair ke naam ki haathon pe saja kar mehndi,

Woh mujhe yun bhi jalata hai dikhakar mehndi.”

mehndi love poetry in urdu
mehndi love poetry in urdu

اس طرح محبت کے وہ پیغام لکھے ہے

مہندی سے ہتھیلی پہ مرا نام لکھے ہے

Is tarah mohabbat ke woh paigham likhe hain,
Mehndi se hatheeli pe mera naam likhe hai.”

poetry on mehndi hands
poetry on mehndi hands

زید رات پھر آئے گی پھر ذہان کے دروازے پر

کوئی مہندی لگے ہاتھون سے دستک دے گا۔

“Zeid raat phir aaye gi, phir Zehan ke darwaaze pe,
Koi mehndi lage haton se dastak de ga.”

Read more related poetry;
  • https://urdughar.pk/heart-broken-poetry-in-urdu/
  • https://urdughar.pk/alvida-poetry-in-urdu/

Tere hathon ki mehndi poetry sms

shayari in urdu on mehndi hands
shayari in urdu on mehndi hands

وہ کہتا ہے کہ میرے نام کی مہندی لگاؤ

میں کہتی لگاؤں گی اگر تم لے کے آئے تو

“Wo kahta hai k mery naam ki mehndii lagoo

Main kehti lagaungi agar tum le ke aaye to”

emotional mehndi shayari in urdu
emotional mehndi shayari in urdu

مہندی میرے لہو کی مبارک ہو آ پ کو رنگ

حنا ہے اس میں اور خوشبو ئیں وفا بھی ہے

Mehndi mere lahoo ki mubarak ho aap ko rang,
Henna hai is mein aur khushbooain wafa bhi hain.

mehndi poetry text
mehndi poetry text

یہ چوڑیاں ، یہ کنگن ، یہ جھمکا ، یہ مہندی

سنگھار تو میرے ہیں مگر طلبگار تیرے ہیں

Yeh chooriyan, yeh kangna, yeh jhumka, yeh mehndi,
Sanghar to mere hain magar talabgaar tere hain.

best friend mehndi poetry text
best friend mehndi poetry text

لگا کر ہاتھ پر مہندی سجا کر دل کی محفلیں مرشد ۔۔

دعائیں عام کرتے ہیں تمہارے نام کرتے ہیں

Laga kar haath par mehndi, sajaa kar dil ki mehfilain murshid,
Duaain aam karte hain tumhare naam karte hain.

دیکھ میرے ہاتھوں پہ تیرے نام کی مہندی کا

رنگ جچتا تو بہت ہے اور مہکتا بھی خوب ہے

Dekh mere haathon pe tere naam ki mehndi ka rang,
Jachta to bohat hai aur mehkta bhi khoob hai.

پہلے تو اس کی چوڑیاں ہی جان لیوا تھییں اوپر سے

اس نے میرے نام سے ہاتھوں پر مہندی لگالی

Pehle to is ki chooriyan hi jaan lete thay oopar se,
Us ne mere naam se haathon par mehndi lagali.

Top 5 mehndi poetry in urdu 2 line for girl

eid mehndi poetry in urdu
eid mehndi poetry in urdu

تیرے کہنے پر لگائی ہے یہ مہندی میں

نے عید پراب تونہ آیا تو قیامت ہوگی

Tere kehne par lagayi hai yeh mehndi, maine,
Nay Eid par ab to nahin aaya to qayamat hogi.

Read more;
https://urdughar.pk/deep-poetry-in-urdu/

پوری مہندی بھی لگانی نہیں آتی اب تک

کیسے آیا تجھے غیروں سے لگانا دل کا؟

Poori mehndi bhi lagani nahin aati ab tak,
Kaise aaya tujhe ghairon se lagana dil ka?

vert sad mehndi poetry in urdu
vert sad mehndi poetry in urdu

کیا میری وفاوں کا اب لہو نہیں ملتا تم نے

اپنے ہاتھوں میں کیوں مہندی لگا لی ہے

Kya meri wafao ka ab lahoo nahin milta tumne,
Apne haathon mein kyun mehndi laga li hai?

اسکو میرے ہاتھوں پر مہندی اچھی لگتی

ہے اور مجھے اسکے ہاتھوں میں اپنا ہاتھ

Isko mere haathon par mehndi achi lagti hai,
Aur mujhe iske haathon mein apna haath.”

mehndi emotional shayari in urdu
mehndi emotional shayari in urdu

وہ مہندی لگے ہاتھ دکھا کے روئی میں

کسی اور کی ہوں وہ یہ بتا کے روئی

“Woh mehndi lage haath dikha ke royi main:

Kisi aur ki hoon woh yeh bata ke royi,

Poetry on mehndi hands

mehndi quotes for best friend
mehndi quotes for best friend

چرا کے مٹھی میں دل کو چھپائے بیٹھے ہیں

بہانا یہ ہے کہ مہندی لگائے بیٹھے ہیں

Chura ke muthi mein dil ko chhupaye bethe hain.

bahana yeh hai ke mehndii lagaye bethe hain

تمہاری تھی شرارت

مہندی سے ہتھیلی پہ میرا نام لکھنا

Tumhari thi shararat,

Mehndi se hatheeli pe mera naam likhna.

instagram mehndi quotes in urdu
instagram mehndi quotes in urdu

سب کلائی کی بات ہے پیارے

چوڑیاں کب حسین ہوتی ہیں

Sab kalaai ki baat hai pyaare,

Chooriyan kab haseen hoti hain,

mehndi love quotes in urdu
mehndi love quotes in urdu

مرشد !!! جناب کو ہمارے۔۔

ہاتھوں پہ مہندی اچھی لگتی ہے

Murshid!!! Janab ko humare…

Haathon pe mehndi achi lagti hai,

Mehndi shayari in urdu

mehndi shayari love 2 lines in urdu
mehndi shayari love 2 lines in urdu

کچھ اور بھی جزبوں کو بے تاب کیا اس نے

آج مہندی لگے ہاتھوں سے آداب کیا اس نے

Kuch aur bhi jazbon ko be taab kiya usne.

Aaj mehndi lage haathon se aadaab kiya usne,

mehndi shayari 2 lines in urdu
mehndi shayari 2 lines in urdu

میرے سرخ لہو سے چمکی کتنے ہاتھوں میں مہندی

شہر میں جس دن قتل ہوا عید منائی بہت لوگوں نے

Mere surkh lahoo se chamki kitne haathon mein mehndi.

Sheher mein jis din qatl hua, Eid manai bohat logon ne,

mehndi funny shayari
mehndi funny shayari

میں گوشت دینے آؤں گا تم دروازے پر لینے آؤ گی نا تمہیں

عید مبارک کہوں گا اپنے ہاتھوں کی مہندی دکھاؤ گی نا

Main gosht dene aao ga, tum darwaze par aao gi na tumhein.

Eid Mubarak kahoon ga apne haathon ki mehndi dikhaogi na.

sad mehndi shayari
sad mehndi shayari

تیری محبت سے زیادہ تو ۔۔

میری مہندی کا رنگ پکا نکلا

Teri mohabbat se zyada to…

Meri mehndi ka rang pakka nikla.”

Read more best poetry;
https://urdughar.pk/poetry-on-eyes-in-urdu/

1 thought on “mehndii poetry in urdu-mehndi shayari in urdu 2 lines copy paste”

Leave a Comment