Teacher day poetry in urdu mai ak best aur khubsurt andaz mai majood hai. iss post mai iss bat ki wazahat ki gii hai k ak Ustaad ka insan ki zindagi mai kya krdar hota hai.Teacher ka maqam insaan ki zindagi mein bohat ahem hota hai. Ye woh shakhs hai jo hamain raah dikhata hai, ilm aur hikmat ka silsila jari rakhta hai.

ustad ki tareef in urdu
ustad ki tareef in urdu

دیکھا نہ کوہ کن کوئی فرہاد کے بغیر

آتا نہیں ہے فن کوئی استاد کے بغیر

“Dekha nah koi Kohkun koi Farhad ke baghair,
Aata nahin hai fun koi ustaad ke baghair.”

ustad poetry in urdu
ustad poetry in urdu

ماں باپ اور استاد سب ہیں خدا کی رحمت

ہے روک ٹوک ان کی حق میں تمہارے نعمت

Maa bap aur ustad sab hain khuda ki rahmat

hai rok tok inki haq mai tumhary namat

ustad ki tareef shayari in urdu

اُستاد کی عظمت کو ترازوں میں نہ تولو

اُستاد تو ہر دور میں انمول رہا ہے۔

Ustad ki azmat ko tarazoo mai na tolo

ustad to her dor mai anmol rha hai

teachers day quotes in urdu
teachers day quotes in urdu

اُستاد بادشاہ نہیں ہوتا

مگر اپنے طلبا کو بادشاہ بنا سکتا ہے۔

Ustad badsha nhii hota

magar apne taliba ko badsha bana sakta hai

teachers day poetry
teachers day poetry

آ جائے گا تجھے اقبال جینے کا قرینہ

تو سرور قونین کے فرمان پڑھا کر

Aa jy ga tujy iqbal jane ka karena

to sawar e qonain ky farman parh kr

اپنے اُستاد کی عزت کرو کیونکہ آج اسی کی بدولت

تم یہ عبارت پڑھنے کے قابل ہوئے ہو۔

Apne ustad ki ezeat kro ku k aj asi ki badolat

tum ya abarat parhne ky kabal howy ho

Best teacher quotes in urdu

جو شاگرد استاد کی سختیاں برداشت نہیں کرتا

اسے زمانے کی سختیاں برداشت کرنا پڑتی ہیں

“Jo shageder ustaad ki sakhtiyan bardasht nahi kar sakta

usy zamane ki sakhtiyan bardasht krna prhti hain.”

جن کے کردار سے آتی ہو صداقت کی مہک

اُن کی تدریس سے پتھر بھی پگھل جاتے ہیں

Jin ky karder sy ati ho sadakat ki mahek

inki tadrees sy patheer bi pegel jaty hain

لکھنا نہیں آتا تو میری جان پڑھا کر

ہو جاے گی تیری مشکل آسان پڑھا کر

Likhna nhi ata to meri jan parh kar

ho jy gi teri mushkil asan parh kar

جتنی بھی زمانے سے مجھے داد مِلی ہے

میرا ایماں ہے کہ سب باعثِ استاد مِلی ہے

Jitne bi zamane sy mujy dad meli hai

mera iman hai k sb baais ustad meli hai

Continue reading ;
https://urdughar.pk/romantic-poetry-in-urdu/
urdu poetry for teachers from students
urdu poetry for teachers from students

اساتذہ کی عظمت کا ہے مقام اور

دلوں میں شان اور آخرت میں مقام اور

Ustad ki azamat ka hai moqam aur

dilo mai shaan aur akharat mai moqam

سبق پھر پڑھ صداقت کا عدالت کا شجاعت کا

لیا جائے گا تُجھ سے کام دُنیا کی امامت کا

” Sabak Phir parh sadaqat ka adalat ka shuja’at ka
Liya jayega tujh se kaam dunia ki imamat ka”

poetry on teacher respect
poetry on teacher respect

اٌستاد کی عِزت کرو، یہ وہ ہستی ہے جو تمھیں

اندھیرے سے نکال کر روشنی کی راہ دکھاتی ہے

” Ustad ki izzat karo ya wo hasati hau jo tumhe

andheron se nikal kar roshni ki raah dikhata hai.”

کچھ وصف تو ہوتا ہے دماغوں میں دلوں میں

یوں ہی کوئی سقراط و سکندر نہیں ہوتا

” Kuch Wasf to hota hai dimaghon mein dilon mein,
Yun hi koi saqrat ya sakander nahi hota.”

Poetry for teachers in urdu 2 lines

یہ الگ بات ہے کہ خاموش کھڑے رہتے ہیں

پھر بھی جو بڑے ہیں وہ بڑے ہی رہتے ہیں

Ya alag bat hai k khamosh khary rakty hain

phir bi jo bary hain wo bary he rakhty hain

https://urdughar.pk/love-poetry-in-urdu/

میرا شمار پہلے کہیں پتھروں میں تھا

استاد نے تراش کے ہیرا بنادیا

” Mera shumaar pehle kahin patthron mein tha,
Ustaad ne tarash ke heera banadaya.”

poetry for teachers in urdu 2 lines
poetry for teachers in urdu 2 lines

استاد اور سڑک دونوں اپنی جگہ پر ہی رہ جاتے ہیں

مگر دوسروں کو ان کی منزل تک پہنچا دیتے ہیں

” Ustad Aur sarak dono apni jagah par hi reh jate hain,
Magar dosron ko unki manzil tak pohncha dete hain.”

best teacher quotes in urdu
best teacher quotes in urdu

ادب تعلیم کا جوہر ہے زیور ہے جوانی کا

وہی شاگرد ہیں جو خدمت استاد کرتے ہیں

” Adab taleem ka johar hai zevar hai jawani ka,
Wahi shagird hain jo khidmat-e-ustad karte hain.”

شاگرد ہیں ہم میرؔ سے استاد کے راسخؔ

استادوں کا استاد ہے استاد ہمارا

” Shagerd hain hum Mir se ustaad ke Raashiq,
Ustaadon ka ustaad hai ustaad hamara.”

رہبر بھی یہ ہمدم بھی یہ غم خوار ہمارے

استاد یہ قوموں کے ہیں معمار ہمارے

“Rahbar bhi yeh hamdam bhi yeh ghamkhwar hamare,
Ustaad yeh qoumon ke hain ma’mar hamare.”

میراباپ مجھے آسمان سے زمین پر لایا اور

میرا استاد مجھے زمین سے آسمان پر لے گیا۔

“Mera baap mujhe aasman se zameen par laya aur
Mera ustaad mujhe zameen se aasman par le gaya.”

استاد کی مثال ایک چراغ کی طرح ہوتی ہے ۔

جو دوسروں کو روشنی دینے کیلئے خود کو جلاتا ہے۔

“Usatd ki misaal aik chiraagh ki tarah hoti hai,
Jo dosron ko roshni dene ke liye khud ko jilata hai.”

Ustad poetry in urdu

reapect poetry for teachers in urdu
reapect poetry for teachers in urdu

استاد کی عزت ماں باپ سے زیادہ کرو

کیونکہ استاد روح کی اصلاح کرتا ہے

” Ustad Ki izzat maan baap se zyada karo,
Kyunki ustaad rooh ki islah karta hai.”

ہم زندہ رہنے کے لئے اپنے والدین کے مقروض ہیں لیکن

بہتر زندگی بسر کرنے کے لئے اپنے استاد کے مقروض ہیں

Hum zinda rehnay ke liye apne wālidayn ke maqruẓ hain lekin,
Behtar zindagi basar karne ke liye apne ustaad ke maqruẓ hain.”

Further reading;
https://urdughar.pk/deep-poetry-in-urdu/
two lines poetry for teachers in urdu
two lines poetry for teachers in urdu

ہماری درسگاہ میں جو یہ استاد ہوتے ہیں

حقیقت میں یہی قوم کی بنیاد ہوتے ہیں۔

“Hamari darsgah mein jo yeh ustaad hote hain,
haqeeqat mein yahi qoum ki bunyad hote hain.”

best teacher quotes in urdu
best teacher quotes in urdu

دنیا میں انہی لوگون کی عزت ہوتی ہے

جنہوں نے اپنے استاد کا احترام کیا۔

“Duniya main unhi logon ki izzat hoti hai,
Jinhon ne apne ustaad ka ihtiram kiya.”

مہذب ، توانا، پر امن اور باشعور معاشرے

کا قیام استاد ہی کے مرہون منت ہے۔

“Mazhb awana, pur aman aur basha’war muaashray
Ka qayam ustaad hi ke marhoon mant hai.”

thankful teacher quotes in urdu
thankful teacher quotes in urdu

زندگی کے سفر میں کانٹے ہوتے ہیں

راہ میں پھول استاد بچھاتے ہیں

Zindagi k safar mai kanaty hoty hain

rah mai phool ustad bachaty hain

teachers day shayari urdu
teachers day shayari urdu

سب کو تہذیب و اخلاق دیتے ہیں

ہم کو انسان استاد بناتے ہیں۔

” Sab Ko tahzeeb o akhlaq dete hain,
Hum ko insaan ustaad banate hain.”

best poetry for teacher day in urdu
best poetry for teacher day in urdu

عقل بھی خدا دیتا ہے رتبہ بھی خدا دیتا ہے

استاد وہ سمندر ہے جو دونوں کو بڑھا دیتا ہے

” Aqal bhi Khuda deta hai rutba bhi Khuda deta hai,
Ustaad woh samundar hai jo dono ko barha deta hai.”

https://urdughar.pk/short-poetry-in-urdu/

5 thoughts on “Best teacher day poetry in urdu 2 lines text-Ustad poetry in urdu”

Leave a Comment